letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de still heavyweight - siyaahi

Loading...

[verse 1]
aaj toota khudse sampark bhoola-bhatka dun kidhar dastak
gile-shikwe hatey bane matlab
business day business day mera ek hi maqsad
nazre pher nazre pher, nahi dekha kabhi daftar
nahi kara bhedchaal lekin, khada tere dar par
tode dil aur toota bhi jitne bhi masley main haara nahi
tha besabr par na bebas
gaane kiye serve now we turn the tables
nashe nashe nashe bad decisions
this time i am back, pen and paper
scratches more than bars on my notebook scr-pped off whatevеr i wrote before this
impеrfectly guarded with these walls around me
and they so high, can’t even jump over them
sometimes it’s hard to be me harder to get over things
shaitaan pooche roz kyun karta overthink? it’s not even hard to notice
i heard someone say siyaahi fell off now you better not hope it
usne kaha

[verse 2]
teen saal pehle all of this was kaalpanik
seekha tables karna turn numbers, daal ganit
zindagi jua hai jitni baazi kheli haar mili
ji huzoor hum phirse bhatke, humein dhyan tha nahi
been aloof but not a fool badey masley tu jaanta nahi
bade patte hath mein rakhte tu chal na chaal jaani
sambhle bas munaafa mujhse bas ke bahaar haani
dil pe patthar maqsado pe jaan rutba khandaani
amdavad ki hawa lagti raste paltte main gawaah
9 saal pehle kadam rakha bachpan bhulaa tha
ghar ke gully ke bahaar lafdey oopar dugna gooda bruh
hoon wonan tih kaarwaan pakkaan tune suna kya?
yeh meri galti nahi tere kendr mein kendrick nahin
par culture itna phaila nahi ki tujh tak baatein pahochengi
i failed as an artist and you as a listener possibly!
i aim for the prodigy, playing bas top ki leagues
[chorus]
we put an end to debate
still heavyweight in the game
zyaada lagti nahi der
rafa-dafa hotey case
tere paintre tanked in my sheher
kaafi bhaide nashe
kaafi bhaide nashe
end to debate
still heavyweight in the game
zyaada lagti nahi der
rafa-dafa hote case
tere paintre tanked in my sheher
kaafi bhaide nashe
kaafi bhaide nashe
(kaafi bhaide nashe kaafi)

[verse 3]
mujhe farishtey kahein, tu kyun apni baaton ko dabaaye
tu kaisa heavyweight tu ghar ka bojh na uthaapaaye
tere sar pe seengh doston ke par nikal aaye
don’t stand at ease toone kitna work put in kiya hai
meri taraf mat dekh meri taraf mat dekh yahan bas farishton ka saaya hai
teri liye jagah nahi toone apnon ko rulaaya hai
milegi panaah nahi tere paap teri umar se zyaada hai
tere acche karmon ka hisaab kahan hai?
tune kitnon ke haalaat samjhe?
tune kitni galtiyon ko apnaaya hai?
par ab faayda bhi kya? tune uske qaayde thukraaye
tune usko sharminda kiya
wazan kaante pe tere punya ka bojh kam bata tera wajood kya?
tune kitnon ka bhalaa socha?
ab aayi antim ghadi toh bata tere jeene ka maqsad kya tha?
tu jannat ke layak nahin tu unme se ek hai
par tu jahannum qubool nahi karega tu kaayar hai
tu paapi hai aur yahi teri pehchaan hai
[verse 4]
ab phass g-ya beech-o-beech
saaf kuch bhi dikhta nahin
insaan accha artist hai, voh artist acha insaan nahin
zindagi ki class mein baithe the, neend aa g-yi
paapon ka gada bhara, karmon ke phal ki chinta nahin
waqt se pehle aur naseeb se zyaada milta nahin
sikha rahe the jo usool un usoolon ki ninda ki
zor lagaake faayda kya hilega tinka nahi
main kuch bhi nahi agar sunegi yeh janta nahin
kya faayda kala ka tujhe sunkar koi samjhe nahi?
mazey nahin hain zindagi mein agar dhang se parkhe nahi
insaan dubaata khudko isme koi bhi shaq hai nahi
apnon se hoti anban aur apnon se karte jhagde kai
kya faayda paise ka, oopar chalti koi rishvat nahi
kya faayda shohrat ka, oopar chalti koi marzi nahi
kya faayda chavi ka jo zindagaani badli nahi kya faayda hai is siyaahi ka jo kitaabon par chhapi nahi?

kya faayda is siyaahi ka jo kitaabon par chhapi nahi?

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...