letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de zindagi - shreyas and shubh

Loading...

[shreyas]
(verse 1)

chal aaj sunao tujhe ek kahani
log bhaag te rehte apne kaam ke peche
pata nahi kya lena chahte
paisa nashe ke peche bhage

2003 main aankhen khuli pehli baar
(laga paida ho g-ya galat jagah yaar) robot

zindagi chalti rehti
mujhe farak nahi pate ta
pata nahi kahan jakar rukna

mujhe rokne ki koshish mat karna
mere hathon par badiyan mat lagana
faltu ki baaton se mujhe ghanta farak nahi padta
underground mein mujhe ko nahi pehechanta

sab ki mujhse jalti hai
yeh toh baat pakki hai
apno ko dhokha deke tune taarki ki hai
charsi hai yahan saree farzi hai

dost mere dher sare hain
kuch asli,kuch nakli
apne maa-baap ke dabwa se tu kar rha ye naukri
kaam nahi kar ta main koi nakli

(hook)

itssomeweirdmotherf-ckersthatyoudealingwith
wesomepoormotherf-ckerswhobegutterrich
itssomeweirdmotherf-ckersthatyoudealingwith
wesomepoormotherf-ckerswhobegutterrich

[shubh]
(verse 2)

ab tu sun is desh ki kahani
1947 mein kehne ko hue hum free
lekin abhi bhi hum system ke hi pyade hai
sab yaha uththe hai
work,school ya college yeh jate hai andhe sab yaha
khate dhakke aur lino mein hi reh jate hai
aur apni asli manzil ko sare yeh bhul jate hai

kuch aise bhi hote jo is tofe ko thukrate hai
katte apni nase ya uchai se kud jate hai
yeh zindagi tujhe mili hai…uske haato se
par iska istamal sirf hai…tere hato mein

girte ho to utho firse banjao super saiyan
zindagi ki disha ka karlo khud tum chayan
ye zindagi ek hai sirf ek
sirf ek hi terepe chance
isko tu sawaar warna hojayega bekaar

kahani hui khatam kalam yaha mera rukta hai
ab tum sab pe mein chodhta hu
kaise tumhe jeena hai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...