letra de rooh - shahbaz siddiqui
teri yaad mujhe is kadar tadpati hai
teri rooh bhi meri aahat ban jati hai
teri yaad mujhe is kadar tadpati hai
teri rooh bhi meri aahat ban jati hai
tere chehre ki wo roshani
aankhon ke darmiyaan
labon ke jaam se churake dil mera
kar diya mohabbat mein fana
pyari pyari baaton se
neeli neeli raaton mein
baahon mein aaa
odh le mujhe
tere j-sm se sada
teri yaad mujhe is kadar tadpati hai
teri rooh bhi meri aahat ban jati hai
sajaya woh ek raat thi
jab tu mere saat
thi bhulaya woh din jaan-e-jana
tu mujhse naraz thi
tadapte thi meri ankhe
tu kyu g-yi mujhe chod kar
jana hi tha to kyu g-yi
yeh do dilon ko tod kar
haaaa…
teri hi yaadon mein
yaadon ki unn baaton mein
likhta raha rooh-e-afsana
bas teri diw-ngi mein
tadap raha hoon jaan-e-jana
aaj bhi tere pyar mein
hog-ya hai afreen sa
har nazara tere pyar mein
teri zindagi ne mujhe
kuch yun bayaan kiya
ke us khuda ne mujhe
teri zindagi se
yun khafa kiya
tujhe pa kar bhi me na pa sakaan
yeh thi khuda ki razai
na jane kaise kam hogi ab
hamare darmiyaan yeh judai
teri yaad mujhe is kadar tadpati hai
teri rooh bhi meri aahat ban jati hai
letras aleatórias
- letra de meu redentor vive - suellen lima
- letra de comigo é assim - nara leão
- letra de el príncipe de la dulce pena iii - txus di fellatio
- letra de jeová jiré - shirley carvalhaes
- letra de nada pra fazer - pedindo bis
- letra de linda cigana - silveira e silveirinha
- letra de crises de ciúmes - peão carreiro e zé paulo
- letra de três coroas - os the darma lóvers
- letra de aurora - filho dos livres
- letra de chuva de deus - luciana leal