letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de yeh paisa bolta hai - sense oneway

Loading...

[intro]
yeh paisa bolta hai
yeh paisa bolta hai
yeh paisa bolta hai
yeh paisa bolta hai

[verse 1]
aaj garam chai ki pyaali leke saath baithi zindagi
haal chaal mein waqt kata raat aake ruk g-yi
main darr ke maare chup raha yeh zindagi samajh g-yi
muskura ke poochhi mujh se kya hua hai kya nahi
main kaise kehta kaisi be-rehem hai tu
main kaise kehta usne be-dili sikhaya mujh ko
main kaise kehta kitne zakhm hai woh de g-yi
main kaise kehta zindagi mein zindagi nahi
chaand ki roshni le saare gham bazaar g-yi
saans marey mere kayi zindagi ke haath se
ghutan taras g-ya raat kaali ro padi
main jeete-jee hi marr g-ya yeh zindagi samajh g-yi
haadse bataun ya saare gham ginaun
jahan naya zakhm dikha namak zindagi ne daala
dil lutaya dil ka sauda kayi baar hua
nashe ki baat nashe mein zindagi g-yi

[chorus]
yeh paisa bolta hai ki jaan de ya jaan le
yeh paisa bolta hai ki jhooth ko sammaan de
yeh paisa bolta hai ki chor ko inaam de
yeh paisa bolta hai ki laash ko bhi kaam de
yeh paisa bolta hai chhabi karo jaaneman
yeh paisa bolta hai gulaab be-hisaab rakh
yeh paisa bolta hai chheen sar-e-aam sab
yeh paisa bolta hai
[verse 2]
majboori thi re jaaneman
tu jaane kyun na mera mann
maine paala hai kaala dhan
hai laalchi haan mera mann
jaanta hoon saare raaz mere
haan main maanta hoon saare paap mere
aisa chaska ki maske sa lat laga re
aisa pakda ki sapna bhi sach laga re
lachaari kadwahat mithaas bujhaye
aisa jhatka majboori aukat dikha de
yeh paisa bolta hai
yeh paisa khelta hai
yeh paisa tolta hai
yeh paisa maarta hai
jadi-buti jaisa kaam gunehgaar ka woh yaar
kahin peti kahin daan
hara kahin laal
patte laga meri jaan
morni ke pankh kaat
daal kayi saal kahin
maal kahin chaal
kya
insaani bhookh paet chusey kare jatan
gala sookha laga sar kheench ghazal
jazbaat aaye wazan le kare fasal
paisa ginaado aur izzat se karo qatal
[chorus]
yeh paisa bolta hai ki jaan de ya jaan le
yeh paisa bolta hai ki jhooth ko sammaan de
yeh paisa bolta hai ki chor ko inaam de
yeh paisa bolta hai ki laash ko bhi kaam de
yeh paisa bolta hai chhabi karo jaaneman
yeh paisa bolta hai gulaab be-hisaab rakh
yeh paisa bolta hai cheen sar-e-aam sab
yeh paisa bolta hai

[outro]
aaj maar do mujhe main kuch nahi karega
raja darr matt gardan kaat de
mere ghutne ghaseet mujhe nanga jala
mere aankhein nikaal mere nas ko suja
tha main bik g-ya kahin
main chhup g-ya kahin
tha main dikh g-ya kahin
main darr g-ya kahin sunn
aaj maar de mujhe main kuch nahi karega
raja darr matt gardan kaat de seedha

[chorus]
yeh paisa bolta hai ki jaan de ya jaan le
yeh paisa bolta hai ki jhooth ko sammaan de
yeh paisa bolta hai ki chor ko inaam de
yeh paisa bolta hai ki laash ko bhi kaam de
yeh paisa bolta hai chhabi karo jaaneman
yeh paisa bolta hai gulaab be-hisaab rakh
yeh paisa bolta hai cheen sar-e-aam sab
yeh paisa bolta hai
(main tere aukat ke baahar)

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...