letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de jungle - sense oneway

Loading...

[intro]
jungle se daro mat
jungle mein insaan nahi rehte
bezuban jaanvar hain
woh bechare kisise kya hi kehte
jungle se daro mat
jungle mein insaan nahi rehte

[verse 1]
manzar banjar sa
banjaara baitha jungle mein
pardesi aaya kal-parson
jungle ke praani daldal mein
laakh mare, main hariyaali
kisne maara, maine sab dekha
jungle mei ek raja tha
pardesi babu maar g-ya
pawan ki choti, panchhi gira tha
nadhi ne pucha ki kya hua hai
jo na jala hai woh kat mara hai
jo dil hai zinda woh tann sada (sense)
hawa ki rani ko sab pata hai
khooni kon hai aur kis jagah hai
na dushmani thi aur na gunah hai
chandrama ko hi sab pata hai
kuch kaha tha, na kuch pata hai
bas kehne lagte ki sab humara
tu khada hai to kya gada hai
jo nasamajh thae woh benidar hai
jo aage thaerе woh pehle dar g-ye
jo dar sе mar g-ye woh kaise jeete
zameen gawah hai saboot mitaye
thae khuda woh toh kyu na aaye
(kyu na aaye)
[chorus]
jungle ki hai ye dastaan
qudrat ke raste hai ghar jala
samandar kinaare rang mila
sitaara woh taara kho g-ya
zameen se chale jo aasmaan
qayamat hawa mein na mila
gunaho se na ab sar saja
dar zara re, dar khuda se

[post-chorus]
fakira, fakira chale re
fakira, fakira mila re
jungle ke raste hazaar hain
jungle ke raste

[verse 2]
kahi saal g-ye, fir jungle badla
jungle ka woh bandar badla
bandar mei ek shakti aayi
bandar ko fir masti chaayi
duniya bang-yi circus
aur prani mar g-ye kalyug mei
sab chalta inke nakshe
aur paani pigla parvat se
fir ek-ek karke sab dar g-ye
fir ek-ek karke sab mar g-ye
hariyali kaali padti g-yi
zameen bechara tukdo mei
pair pade jo chaand pe
nadhi zeher ke raste g-yi
ab kagaz duniya chalta hai
aur kaagaz matlab dastoori
raste khuda ke jalaye
akbaarien paise banaye
nayak ne danga karaya
sarkari bistar bichhaye
siksha na sasti mazoori
keedde kitabi banaye
mangal pe ghar ye banaye
sone se raste sajaye
[chorus]
jungle ki hai ye dastaan
qudrat ke raste hai ghar jala
samandar kinaare rang mila
sitaara woh taara kho g-ya
zameen se chale jo aasmaan
qayamat hawa mein na mila
gunaho se na ab sar saja
dar zara re, dar khuda se

[post-chorus]
fakira, fakira chale re
fakira, fakira mila re
jungle ke raste hazaar hain
jungle ke raste

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...