letra de aaj ibadat - sanjay leela bhansali - topic
om mangalam bhagwan vishnu
mangalam garud dhwaja
om jai jai om aa..
mangalam pundarikaaksham
manglaaye tano hari
aaj ibaadat…
aaj ibaadat ru-ba-ru ho gayi
ru-ba-ru ho gayi
jo maangi thi.. jo maangi thi
uss duaa se guftgu ho gayi
aa..
mere maula, mere maula
mere maula, mere maula
tera shukriya
aaj ibaadat ru-ba-ru ho gayi
ru-ba-ru ho gayi
dard ke andheron se
aa gaye ujaalon mein
ishq ke charagon ka
noor hai khayalon me
dard ke andheron se
aa gaye ujaalon mein
ishq ke charagon ka
noor hai khayalon me
nazron se teri chaak
dil pe raffu ho gayi
dil pe raffu ho gayi
mere maula, mere maula
mere maula, mere maula
tera shukriya
aaj ibaadat ru-ba-ru ho gayi
om mangalam bhagwan vishnu (maula..)
mangalam garuda dhwaja (mere maula..)
om mangalam pundarikaaksham (maula..)
manglaaye tano hari (maula…)
letras aleatórias
- letra de please chelsea - katie kuffel
- letra de master p - money boy
- letra de ai mei - cosy
- letra de 2009 - radikal chef
- letra de feel so good - a.buc
- letra de t.i.c. - eugene the dream
- letra de intro - ensi
- letra de goons - kobe boujee
- letra de kngl edificio - drefgold
- letra de oh mr dc - sugar minott