
letra de sunta raha - pratyaksh bharadwaj
intro:
tu hi hai aaj bhi jeene ki wajah
tere bin na jee lagta mera
chorus:
sunta raha jo tune kaha
bhatka main ha dhoond raha tera pata
bin tere ho raha jo tanha
tasveer tera mera bacha gawah
tu hai kaha tu hai kaha
lautke aana ya mudh jaau yaha
aaj bhi main dhoond raha
khushboo woh teri jo de jeene ki wajah
verse:
pakadh ke tera resham dupatta
main chaldiya do kadam
lekin mera koi na raha
begum tu meri
warna kissa khatam
mera main kho hi g-ya yaha
dekh ke tujhe mera din dhale
jaan bhi meri tujhse chale
khooni main khwaabon ka bann g-ya
khwaabon mein jin tu na rahe
poochi bhi tujh se main kya hi sawaal
dil ka yeah hua mere badha bura haal
dil mere dil ae mere dil kyu hai jaata waha jaha thokare milti hai tujhe
mujhko de bata kya yeah pyaar tera
ya bass adh raha
chorus:
sunta raha jo tune kaha
bhatka main ha dhoond raha tera pata
bin tere ho raha jo tanha
tasveer tera mera bacha gawah
tu hai kaha tu hai kaha
lautke aana ya mudh jaau yaha
aaj bhi main dhoond raha
khushboo woh teri jo de jeene ki wajah
outro:
tu hi hai aaj bhi jeene ki wajah
tere bin na jee lagta mera
letras aleatórias
- letra de open the gates - crc music
- letra de necios - aphonnic
- letra de ahead by a century - the flatliners
- letra de voices in the night (acoustic) - katie melua
- letra de tranquility - regy d'jaime & siddy mitzvah
- letra de i've been told - john made jon
- letra de fiery dawn - kytowrath
- letra de lights of sunday - emerald park
- letra de mocking - jacob spears
- letra de mare - juls