letra de sour mandal - prakhyat roy
kuch soch bhi raha tha kuch hosh na rakha mai btaye hue path mai apke khoj raha tha
manzil ne sath chodha dasha battar rozmarra tab se lekar ab tak roj hu mai jaise marra
karra pranaam apno se badi meri is mahan peedhi ko
rakha pura khayal har pal har kadam rishta ye sath janam ka ho
apki chattrachaya jo pradaan thi mujhe har baap maa ki yahi icha hoti
zindgi ki seedhi chadhne ko di mujhe koi jaldi nhi thi meri umar bhi na rahi
bahaney maarey na maine aise waale katayi mana maine ayi dikkatey bhot
usko bhi nazarandaaz kiya vyartha vyatha k dauran chehre pe kadhe the muskaan liye
sirf meri khushi k madhyanazar geela shiqwa tha kiya darkinaar
uthaney ucha mujhko kitna kuch balidaan diya
soch k hill jaye thar jaye kamppan jaise koi shabdh banena
banega na duja karega ghanta kuch compensate yogdaan bhale teri soch hai bhangaar
bheje me tu baat daaal kalejey se nikaal fake so called hanso ka joda
lehze ko sambhal zubaan pe lagaam de maa se hi toh sikha tune mother wali tongue na
idhar ki udhar ki baate thi jachti jo ka na sach thi dimag
bhi sanki mere na kaam ki aisi society
khayenge piyenge aisho araam bhi chahye aise nhi chalti pahiye rath ki
lahu ka rishta kehte hai rakta bhi bol me narmi chubhenge sakti se
matibhrastha karti ye laailaaj bimari jisko nhi lagti
khushkismat hai woh mata peeta ko samarpeet ye gaana mujhe nahi bnara sanskaari
bewajaah ki khudaari laagu nhi hoti unpe kyuki unhone
hi banaya hai hasti meri sirf aur sirf
tere liye ho tere liye ho tere liye ho tere liye
jisne sikhaya tujhe ungli pakad chalna satah ubad khabad ho tanj mat kasna
thoda aur dhayan se tu gaur kiya hota na hoga sehen umar k is padaav me
har buri lagey baate teri halaat hai ki sharmanaak baharraal kisi ki majaal nhi
hote unke sunn paaye akshar ek tere khilaaf chahe kitna bhi sahi vyakaran uska
tere liye ho tere liye ho tere liye ho tere liye
chal maan liya teri chesta ka fal tha haqdaar assal hai tu seb kha
madadgaar baney upkaar boley nisandeh durr karu teri shanka
sach btara tujhe paap lagega tu bhi banega tera bacha karega jb availna teri
jara sunn le meri need prathmik shreni me badalaav ka
thoda alaav rakh kam zara reh jayega sab kuch warna dhara ka dhara yaha
mere jad ko hai seecha unse jo seekha pal zindgi ka best bana kaise
pardey k piche khada liye peeta sankalp wala shan tha yahi thi woh gatha arthaat
tere liye ho tere liye ho kasam se tere liye ho tere liye
kuch soch bhi raha tha kuch hosh na rakha mai btaye hue path mai apke khoj raha tha
manzil ne sath chodha dasha battar rozmarra tab se lekar ab tak roj hu mai jaise marra
aur haa mujhe kya me toh janta bhi nahi tujhe thoda jaan lena tha apno ko ache se
har nakhre sahey diye hath kharche baney mama chanda tere
bachpan satke sota sath unke aankho ka tara baney nahi kar sakta khandan tu
sour mandal unhone hai maana tujhe
kartvaya nibha puri nishta se mitrata ghanist kabhi kaam nahi aaye
dohraye maine rai nhi yahi sachhai jagzahir hai tujhe pata hona chahye
unki kalpana uch koti ki soch se parey mere sath tikey sirf inhi ki parchayi
har pal har waqt tere bhale k liye sirf tere liye
letras aleatórias
- letra de antiga - luhli
- letra de fogo no facho - saia rodada
- letra de o que quer de mim - desejo de menina
- letra de globo - temas de tv
- letra de home - zero 7
- letra de silêncio no brooklin - max de castro
- letra de assim como ela é - roberto mendes
- letra de vs. n - man on the internet
- letra de juntos - sérgio saas
- letra de você vai ver - carlos de oliveira