letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ghor kalyug - prakhyat roy

Loading...

ghor kalyug lyrics
kaato toh khoon nai baato ke dhani sirf
aankho mein paani lein jhokenge dhool hi
chaukanne rehna tha meri hi bhul thi
yaadein manhus si bhogi mayusi

logo ki fitarat dhongi fir bhujdil kahenge kuch bhi
waise do tark hi nai kitna hu saksham mein
likhta har akshar sach
bakshu na dene mein assal jawab

seedhe mudde ata rakhu baat apna jhaak phele girebaan
yaha nai bacha sacha koi rupaya paisa heen bhaav
akal kacha yaane ki aukaat simit prani
jiye galat fehmi agwa pidit naabaalig

socha darindo k haath kaate kyun nahi
vardaat wali raat hoti na hatash kabhi
milibhagat aapsi thi aakhein chaundhiya uthe
dusro ki jamapunji dekh laaj na sharam bachi kuchi

viparit paristithi vyartha afsoos karu prakat rosh
chale chaku chahe choti c ho baat aam diya pura gawah ye taamjhaam
guzare naagvaar dudh ka na koi dhula saare matmaila rang phene ghumein mukhauta
sadi ikkissvi buri durdasha puri ghor kalyug majburi mein hai swagat apka

apsi vivaad ghar tabah mala harkat naahi denge daga kya khaak
ghadiyali jharna aansu tha le duba laalsa paisa rishta katleaam
ahinsa maarg naam matra ka ityadi jankar sabhaav se janwar
baj utha tabhi shankhnaad girgit bhi tha sharminda bhot
teri zindegani se na meri aamdani koi
samjhenge nahi log kahenge kya lekin
isi bhram mein hi pala badha kramsha toh sahi na
chahe khota sikka iss sadi balshali wahi

jeb mein ho gandhi chatukaaro ki kami nahi
maahir bane aise lage haasil apne dum pe kiya
nikalenge khami sirf rakhail thodi
imaano ki lagey boli miley kyun muh manga daam

beyimani sikhe yahin namak mehenga yaha
wafadari ki na kimat koi kare ada
matlab ya chhalava vastu paney kyun bhida
ghar mein khaane ko na kheera shauk maano tony stark

sure shot bina mehnat kare rakhe chah khairati hi
bahane tabdil failure se phati
ghar baitha tu paka ab pulaav bhi khayali hi
iraade bhi fatigue tere

swagat hai swagat hai kalyug mein swagat hai
chalra hai malyudh dekha haath kyun malu mein fir
jhib kainchi barood tu utaaru kyun marne fir
karu ghaav dhar tez blade meri na seema taye

dimagi jakadan se jung lage jinke hai
taaro mein lambi kataare kafi udhedu khaale
jaise lagu mein zaalim sirf matlab
tum samjhe nahi halat bekaabu hai
halat ni kaabu mein duniya jalsajo ki waham kyun paalu mein
halat ni kaabu mein duniya jalsajo ki waham kyun paalu mein
kehte hai bhramak ye baate aur kehte hai sab kuch hi maloom hai
swagat hai swagat hai kaahe ka swagat jab chalra hai malyudh dekh

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...