letra de azadi - ponchi
intro:
paani ka jaise nadi se rishta
waise inka desh se rishta
inki yaad yaad may nahi
toh tere jeeney may jaan bhi nahi
desh ka asmaan chooma dharti ko
jab inlogo ka janam hua
inka janam nai hota agar
toh panchi bhi chain se udd nai paatey
bohot naseeb waley h hum log
jo hume is dharti mata pe rehna naseeb hua
verse 1:
azadi nineteen four seven year may mili ye yaad nai tujhe kya
kalam h naam phir, bapuji goli bhagat fasi yaad nai tujhe kya
history may daal seer, azad ka naam he toh aaj ye yaad nai tujhe kya
inlog ka dil, seer, hawa, pani, mitti tabi le para ye
hook:
kidar hai azadi?
beghunah roye aur marey aur bhagey ye gunehgaar azad he
kidar hai azadi?
kidar hai azadi?
beghunah roye aur marey aur bhagey ye gunehgaar azad he
kidar hai azadi?
verse 2:
kidar hai azadi?
farmers ye rasto pe
bacche nai basto pe
bacche ye kheti mein
naya jo bill pass hai
tabi toh dharne pe
ankhon mein ansoo behe
pairo may chappal re
pairo may chappal re haan pehen k aaye ye log ghatto se
seer pe hai potley re haan kandhey wo bhi dono wajno mein
pehle se maslo mein haan kaida kanoon naya fasley hai
kharey ko khot mat de haan vote k time pe meko note mat de, note mat de
vote liya mera tune views bhi toh lena
khana kaise aata teko ye toh sunna
khetti khetti ye log kaam kartey, ghaam galtey, daam milta nai na
teko bhook lagi niche baitha sahi na
roz khaneko tu bhulta kaise nai na
toh phir haath dholey, kaaley tere, khaley pehle, plate may jo khana aaya kaise wo toh see na, hai na
hook:
kidar hai azadi?
beghunah roye aur marey aur bhagey ye gunehgaar azad he
kidar hai azadi?
kidar hai azadi?
beghunah roye aur marey aur bhagey ye gunehgaar azad he
kidar hai azadi?
verse 3:
tiranga pheka jisne
dekha sabne baimaan jo desh mein
twenty-six bhi, january bhi
akkal naiye log ko do kaudi ki
dushmano ki hai kami kya
khana badley kya tu — khata kya
tu toh dekh mein pakka baimaan
dushman apne pe hasega nai kya
itne acche din pe, maari gattar may he udi na
gantantra haan diwas kaise khoon aur juloom bina sonn kaise saath reh k jhela haan
maine books mein ye padha haan
kaise family ko bhulke ye desh ko he family jo maan k ye ladey haan
tumko yaad mein dilara haan
atyachaar suney, sunn k he khush maana khudko kyu jaan pe tha ghoda haan
tu toh saans lera ghutan na
jabi 6 ye deewar bina hole kaise saans lega samajh na
maine paas rakha kalam na
usme jaan daali satya na
bhagat yaad mujhe aatey na
azad yaad mujhe aatey na
sukhdev yaad mujhe aatey na
krantikariyo ko bhulo na
rakho shanti aur jiyona
hook:
kidar hai?
azadi?
beghunah roye aur marey aur bhagey ye gunehgaar azad he
kidar hai azadi?
kidar hai azadi?
beghunah roye aur marey aur bhagey ye gunehgaar azad he
kidar hai azadi?
kidar hai azadi?
letras aleatórias
- letra de highwaytohell - slurpmeuphoe
- letra de afraid - hateful decay
- letra de benji band$/facetime - void (rapper)
- letra de wild thoughts (freestyle) - ty'jule
- letra de casablanchese - mr crazy
- letra de escape - kyd heartless
- letra de high tide - lil zubin
- letra de crimey - 03 greedo
- letra de wit - club night
- letra de innovate - the beyonders