letra de aaina - poet shaf
[verse 1]
sans kam pade zindagani gum bhare
hum jung par hai bas rang kala tang kare
sang mere sab chale bas jo na chale woh saans ab
kyun dekha maine khwaab rab iske jawab tak
hausla ye choor na ho
hum magroor na ho
maut le jayenge jaan jab
shokh mat manana tab
bas khud se ek fariyaad
iss shok e swapn lok se hum door na ho yeah
likha bhi gaaya bhi
sunta bhi sunaya bhi
bin bole sab kuch bataya bhi
chali zubaan apno ke samne par samajh paya nahi
koi mera saaya bhi
nafrat karta iss chamakdar maushere ko
jo meri aatma ko karti numaya nahi
paaya nahi
mera mukaddar meri kismat
meri mehnat par mera haq tha
bas maine jataya nahi
chodi naukri baandha patta gale mein so called label ka
ishq tha do tarfa bas usne nibhaya nahi
mar g-ya jo beech raaste mein kar dena seedha dafan
mat kehna ki bataya nahi
mat bahana aansoon mere liye
kyun ki tune iss rishte main woh mukaam kamaya nahi
mat kehna ki bataya nahi
[chorus]
aaina dekha jo khud se ho g-yi thi hi thodi nafrat si
kainat dekha jo mujhko has ke dekh rahi thi harkat hi
bezuban cheekh ke kehna chahta hai ki tode dil
jitno ke dost ishq baap maa anjaan naam koi
anjaan naam koi
naam koi naam koi
[verse 2]
ho sake to yaad karna
ho sake to maaf karna
ho sake to bhula dena mujhe
ho sake dil saaf rakhna
ho sake to aas rakhna
ho sake to sula dena mujhe
maut ki neend mujhe jagna nahi hai
khauf se ji raha tha ab tak
ab aur baghna nahi hai
bebasi na jaane kya keh g-yi aaj se
lachaari ab dikhne lagi thi baap ke chehre pe
aate shikan aur paero mein ye bediya
jab se dil lag-ya maine khwaab se
iss dhun main dhundli lag rahi hai manzil
naam na bana toh kya kiya haasil
na hua jo kuch toh kya samjhegi mehfil
ki hasengi mere khwaab pe ye azaab hai
ye soch ke hi kapkapaati meri rooh ki
lagne lage ye maut bhi sawab hai
bas rakhna yaad ke ke soch ke
nahi dukhaya dil bas jazbaat thae
chala tha hone abaad main
sunta na tha fariyaad main
ja raha hoon de ke aakhiri saaz main
[outro]
o yeah yeah yeah
o yeah yeah yeah
o yeah yeah yeah
letras aleatórias
- letra de smokemid - drew the architect & bones
- letra de hard, hard times - roger welsch
- letra de softer, softest (live at madison square garden, december 5, 1994) - hole
- letra de moshpit - locs (usa)
- letra de shab-e-hijr - flam! (pak)
- letra de awake - symphonix
- letra de sooner than later - the perrys
- letra de rotten mac - alvin flames
- letra de разница (difference) - smokey4real
- letra de to nie tak - boys (pl)