letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de tere baare mein (romanized) - pathak & abs

Loading...

[verse 1]
tere baare mein aziz kuch khayal hai
to suraj dhalne baad wala aasmaan kamaal hai

jhoot na bolun, kuch sawaal mere paas hai
tu itni zyada sundar, par is baat se anjaan hai

tune bataya tha, kuch baat hai pahaadon mein
pata bhi na chalta, din guzar jaata nazaron mein
haan kaafi ja chuka sukoon un hawaao mein
par apna nazara lekar jaana un wizaao mein

tu hi nazara mera, kyun na chal to saath mein
mera bhi ek chhota sa makaan hai pahaadon mein
pyaar se pucha, “kahaan le chaloge saath mein?”
to maine bhi bataya, “jahaan… jahaan… jahaan…”

[hook]
jahaan tum aur hum ho, baatein sang ho
sharaartein aur fizayein num ho
din bhi chhote lambi raatein
nigaahon mein bhari wafaayein sang ho

jahaan tum aur hum ho, baatein sang ho
sharaartein aur fizayein num ho
din bhi chhote lambi raatein
nigaahon mein bhari wafaayein sang ho
[verse 2]
uljhi hai zulfein teri, haath ki ghadi pe meri
dera ishare khuda, aaja in baahon mein meri

nazara pyara hai, maka ki chhat se dekho jaake
nazara pyara, jab tu saamne khadi ho meri

yeh muskaan chehre se na jaye, main dua karunga
teri muskaan pe haaru jahaan, jo pasand jo thehri

main tujhmein doob jaun
gehri toh samundar jaisi

main tujhse roothu kaise, pehli jo pasand tu thehri
tujhko kya dikhta mujhe
mujhko na khabar kuch thehri

muntazir baitha tu ulfat, sukkoon
urdu ke jaisi

urdu sa lehja, toh ghazal jo hai pasand aur gehri
chal tujhko le chalun wahaan, jahaan kadar ho teri

[hook]
jahaan tum aur hum ho, baatein sang ho
sharaartein aur fizayein num ho
din bhi chhote lambi raatein
nigaahon mein bhari wafaayein sang ho
jahaan tum aur hum ho, baatein sang ho
sharaartein aur fizayein num ho
din bhi chhote lambi raatein
nigaahon mein bhari wafaayein sang ho

[verse 3]
talab toh jaise subah ki chai, kimti amaan
tere kaan ke jhumke, payal peron pe kamaal

tere kaanon ki baali
aankhon pe kaajal kya hi baat

nathni naak pe chamakti
dhoop padti lagti noor amaan

to ulfat, meri nayaab
to hasrat, noor falak ki

tu hi pari, shafak
tere in haathon pe mehndi mere hi naam ki jaan
haan tere baare mein mere ye kuch aziz khayaal

[hook]
jahaan tum aur hum ho, baatein sang ho
sharaartein aur fizayein num ho
din bhi chhote lambi raatein
nigaahon mein bhari wafaayein sang ho

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...