letra de haq ali ali maula ali - nusrat fateh ali khan
ishq bhi kiya re maula
dard bhi diya re maula
oo…
oo…
ishq bhi kiya re maula
dard bhi diya re maula
yun toh khush raha magar kuch reh g-ya baaki
faqr bhi kiya re maula
ilm bhi liya re maula
zindagi jiya magar kuch reh g-ya baaki
tu nahi dikha re maula
sab nahin bika re maula
aur jahaan ruka wahaan pe
jaam hai khaali
dum taram ra ra…
chaah ki kami mein tu hai
aankh ki nami mein tu hai
aas mein tu, pyaas mein tu
saans mein tu
tu bewajah haseen tu hai
jo dikhe ussi mein tu hai
aksh mein tu, raksh mein tu, jaan mein tu
ishq bhi kiya re maula
dard bhi diya re maula
yun toh khush raha magar kuch reh g-ya baaki
faqr bhi kiya re maula
ilm bhi liya re maula
zindagi jiya magar kuch reh g-ya baaki
tu nahi dikha re maula
sab nahin bika re maula
aur jahaan ruka wahaan pe
jaam hai khaali
dum taram ra ra…
zeest ki sacchaiyon se, rooh ke gehraiyon se
raat ki tanhaiyon se, tu zar zara
zeest ki sacchaiyon se, rooh ke gehraiyon se
raat ki tanhaiyon se, tu zar zara
dum taram ra ra…
letras aleatórias
- letra de la boca les callamos - la fiera de ojinaga feat. conjunto rio grande
- letra de крым - tonecon
- letra de finesse - aquafinna - arg
- letra de srt - wwmkeith
- letra de heart in my pocket - ai hound
- letra de khatiraton anti | خطيرة أنتِ - yuri mrakadi - يوري مرقدي
- letra de tule valgus - bombillaz
- letra de green - starlines
- letra de pretty conversation - jahkoy
- letra de the lake - porcelain kid