letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de karachi meri jaan 2 - nabeel akbar

Loading...

[intro]
hmm
chalo bhai dekho ab main kya karta hun

[verse 1]
sarkon pe naakay puri raat shehar jaag-y
apnay yaar har jaga pe jo mein bolun de wo laake (yeah)
chalay kalaashan jese shaadi mein pataakhay
when we pull up tera pura gang aag-y peechey bhaag-y
motherf-cker you know tera baap kon main
dhoka deke tu kamata you a conman
tujhe lag-y jese koi tjhe rok nahi sakayga
magar this time you just f-cked with the wrong man (boy)
inhi rodon par hein yaar humne kaafi saaray khoye
mere khof se na raat puri dushman mere soye (yeah)
jis school ka tu seekha apun headmaster hai
apnay saath khelnay se pehlеy sochlio boy
baad mein tu roye girgiraye kuch nahi hoga
har kisi ko baar baar dеti zindagi nahi moqa (na)
kartey saaray khaatirdaari jiski jitni jaagirdaari
aankh nochletey seedha nazar jisne buri daali humpe (yeah)
lagta khuda ka jese khaas karam hai
barqaraar meri izzat barqaraar bharam hai
humse bhidney waalay hog-ye khud faraar gharon mein
bachay ginti k log jin par eitbaar karun mein
chotay bacha hai tu ab tak sahi se kuch bhi tunay dekha nahi
mehangi na parjaye tjhko choti si koi shetaani
aja mein ghumaon ye shehar sahi se tjhe
teenhatti ya 13d jidhar karay tera ji
[chorus]
karachi meri jaan
(ye bik g-yi hai government)
hojaye murder magar lag-y jese aam haadsa hai
karachi meri jaan
(unhe pata hi nahi ye ho kya raha hai?)
lawaaris shehar apni tarah jese bina baap ka hai
karachi meri jaan
([?])
mehnat karne wale ko khud khuda kare kamyaab
chotay dil na kar tu chota mat tu hona pareshaan
meri paak sar zameen hamesha rahe shaadbaad
karachi meri jaan
(kya baat kar rahe hain aap yaar?)
hojaye murder magar lag-y jese aam haadsa hai
karachi meri jaan
(itne gaand phati ke hai ye bhadwe)
lawaaris shehar apni tarah jese bina baap ka hai
karachi meri jaan
(aapke maine dekhe hain messages)
mehnat karne wale ko khud khuda kare kamyaab
chotay dil na kar tu chota mat tu hona pareshaan
meri paak sar zameen hamesha rahe shaadbaad

[verse 2]
puraanay paapi ghumein chori kar k chaati
bhalay kam magar miley mjhe mere jese saath
shukar hai khuda ka mere maula mere daata
wohi paalay sabko wohi roz sabko hai khilaata
kamyaab hota dil se mehnat karnay waala
bhooka marey khud jo cheenay dusray ka niwaala
acha bura khudka sabko waqt khud hi sikhaata
jb bhi karta hun mein vaada usko pura mein nibhaata
chaahay jo bhi hojaye hattey peechey nahi zubaan se
ruktay nahi nikaljaye ek baar teer jo kamaan se
kar nahi saktay kabhi bhi tum sher ka shikaar
ajaye geedaron ki fauj bhalay jitni bhi tadaad mein
kar ke chora humne jo tu kar ke horha chaura
hunar apna esa karde kachray ko bhi sona choo ke
kabhi na nishaana chukey
ghumein leke sab bandookein
saamnay hi apnay jab koi apnon ko apna hi lootay
nahi hota tabhi hamein kisi pr bharosa (nah)
ghairon se ziada hamein bhi apnon ne loota (han)
banay moo pe yaar ghumein nazrein ghopay peet pe choora
chori kar k chor kotwaal ko hi bolay jhoota
mjhko parta farq nahi lund se mere tjhko lagta bura
hota karwa sach maaf karna jo sab kaha suna
peeche lagi police ese jese ke hum daaku
f-ck lgbt humko nahi pasand gandu
[chorus]
karachi meri jaan
(ye bik g-yi hai government)
hojaye murder magar lag-y jese aam haadsa hai
karachi meri jaan
(unhe pata hi nahi ye ho kya raha hai?)
lawaaris shehar apni tarah jese bina baap ka hai
karachi meri jaan
([?])
mehnat karne wale ko khud khuda kare kamyaab
chotay dil na kar tu chota mat tu hona pareshaan
meri paak sar zameen hamesha rahe shaadbaad
karachi meri jaan
(kya baat kar rahe hain aap yaar?)
hojaye murder magar lag-y jese aam haadsa hai
karachi meri jaan
(itne gaand phati ke hai ye bhadwe)
lawaaris shehar apni tarah jese bina baap ka hai
ye karachi meri jaan
(?)
mehnat karne wale ko khud khuda kare kamyaab
chotay dil na kar tu chota mat tu hona pareshaan
meri paak sar zameen hamesha rahe shaadbaad

[outro]
han, bhai kaisa diya? hein, nahi diya accha? hein bhadwe?

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...