letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de mere shiva - murlidhar yadav mdy

Loading...

parbat kailash biraje
chandra jataaon mein hai saaje
divya roop dhaarit baithe hai
mata parvati ke raaje

parbat kailash biraje
chandra jataaon mein hai saaje
divya roop dhaarit baithe hai
mata parvati ke raaje

parbat kailash biraje
chandra jataaon mein hai saaje
divya roop dhaarit baithe hai
mata parvati ke raaje
parbat kailash biraje
chandra jataaon mein hai saaje
divya roop dhaarit baithe hai
mata parvati ke raaje

parbat kailash biraje
chandra jataaon mein hai saaje
divya roop dhaarit baithe hai
mata parvati ke raaje

mere shiva
bhole shiva
nahi kuch mera tere bina
(tere bina)

tan ye mera
jeevan ye mera
jo bhi hai sab kuch hai tera
(hai tera)

dharti meri tu
aakash bhi hai mera
shrishti ke kan kan mein hai tu basa
(tu basa)

sandhya meri tu
tu hi meri subah
tujhko samarpan praan ye mera
(ye mera)

koi dooja nahin mera saathi
(saathi)
teri pooja karu mai sada
(mai sada)

mere shiva
bhole shiva
nahi kuch mera tere bina
(tere bina)

tan ye mera
jeevan ye mera
jo bhi hai sab kuch hai tera
(hai tera)

mahadev tera
(tera) (tera)
ras piya hai maine
(maine) (maine)
padha sabhi kitabon me
saari kathaaon me
(kathaon me)
teri kirtiyaan
(kirtiyaan)
mere rakta me bahe
behti hai jaise ganga teri jataaon se
(jataaon se)

tere charnon me mai hu samarpit
(samarpit)
ye jeevan bhi hai ab tera
(ab tera)

mere shiva
bhole shiva
nahi kuch mera tere bina
(tere bina)

tan ye mera
jeevan ye mera
jo bhi hai sab kuch hai tera
(hai tera)

parbat kailash biraje
chandra jataaon mein hai saaje
divya roop dhaarit baithe hai
mata parvati ke raaje

singh khaal pehne trishuldhaari
sang me nandi ki sawari
naagaraj gale me shobhit
isht jagat ke paalanhaari

krodh hai ati vinashkaari
dusht-paapiyon ka sanghaari
netra tritiya jab khul jaaye
dushkarmi vahi bhasma ho jaaye

maala rudraksha kamandal dhaari
sang me nandi ki sawari
dam dam dam dam damru baaje
sang ganesh aur mushak naache

sada yogaasan me tanmay
bhakt-bhaanton ke hai ye manmay
bhasma bhujaaon me hai jiske
jeevan har uska kushalmaye

jai jai mahadev shiv shambhu
tere liye behta ye lahu
tere liye har swaans hai mera
mai sada tera hi rahu

jai jai mahadev shiv shambhu
tere liye behta ye lahu
tere liye har swaans hai mera
mai sada tera hi rahu

jai jai mahadev shiv shambhu (om namah shivaay)
tere liye behta ye lahu
tere liye har swaans hai mera (om namah shivaay)
mai sada tera hi rahu

jai jai mahadev shiv shambhu (om namah shivaay)
tere liye behta ye lahu
tere liye har swaans hai mera (om namah shivaay)
mai sada tera hi rahu

jai jai mahadev shiv shambhu (om namah shivaay)
tere liye behta ye lahu
tere liye har swaans hai mera (om namah shivaay)
mai sada tera hi rahu

jai jai mahadev shiv shambhu (om namah shivaay)
tere liye behta ye lahu
tere liye har swaans hai mera (om namah shivaay)
mai sada tera hi rahu

jai jai mahadev shiv shambhu (om namah shivaay)
tere liye behta ye lahu
tere liye har swaans hai mera (om namah shivaay)
mai sada tera hi rahu

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...