
letra de bujhi hui shama - munni begum
[chorus]
bujhi hui shama ka dhuwa hoon
aur apne markaz ko ja raha hoon
bujhi hui shama ka dhuwa hoon
aur apne markaz ko ja raha hoon
ke dil ki hasti toh mit chuki hai
ab apni hasti mita raha hoon
bujhi hui shama ka dhuwa hoon
[verse 1]
teri hi soorat ke dekhne ko
b-tton ki tasweer laa raha hoon
teri hi soorat ke dekhne ko
b-tton ki tasweer laa raha hoon
ke khoobiyan sab ki jamah karke
ke khoobiyan sab ki jamah karke
tera tasawur bana raha hoon
ke khoobiyan sab ki jamah karke
tera tasawur bana raha hoon
bujhi hui shama ka dhuwa hoon
[verse 2]
kafan mein khud ko chupa liya hai
ke tujhko parday ki ho na zehmat
kafan mai khud ko chupa liya hai
ke tujhko parday ki ho na zehmat
naqaab apne liye bana kar
hijaab tera uthaa raha hoon
naqaab apne liye bana kar
hijaab tera uthaa raha hoon
bujhi hui shama ka dhuwa hoon
[verse 3]
mohabbat ki hai fitrat
kahan hai imkaan e tar-ke ulfat
mohabbat ki hai fitrat
kahan hai imkaan e tar-ke ulfat
woh aur bhi yaad aa rahe hain
main unko jitna bula raha hoon
woh aur bhi yaad aa rahe hain
main unko jitna bula raha hoon
bujhi hui shamma ka dhuwa hoon
[verse 4]
udhar woh ghar se nikal rahe hain
idhar mera dam nikal raha hai
udhar woh ghar se nikal rahe hain
idhar mera dam nikal raha hai
kahan daga dе rahi hai kismat
woh aa rahe hain main ja raha hoon
[chorus]
bujhi hui shama ka dhuwa hoon
aur apnr markaz ko ja raha hoon
ke dil ki hasti toh mit chuki hai
ab apni hasti mita raha hoon
bujhi hui shama ka dhuwa hoon
letras aleatórias
- letra de live a lil - peewee longway
- letra de magányos - elefánt zenekar
- letra de in die tiefe - natia
- letra de what child is this - two hearts (band)
- letra de mystery girl - grady
- letra de to be in love - crimson apple
- letra de nemtudom. - derikehh
- letra de paradise of sins - hate in flesh
- letra de freedom (die antwort) - jeannie
- letra de kamara - yan