letra de delusion - muaz sattar & alistair alvin
[verse 1: muaz sattar]
har roz hi lagay jaise mann mera
suljhanay ko chalay, naa milta siraa
kaise bataaun kya kuch beeta yahan?
daaman dikhaaye tujhko saari daastaan
par us paar naa jaanay kya hai
kisi ko pata nahi hai, bas dhoondte hain siraa
[chorus: muaz sattar]
mein kya kya dekhta hoon?
mein kya kya sochta hoon?
kya mera falsafa hai?
ya mein ek falsafa hoon?
kya mein ne paa liya hai?
kya mein sab kho chuka hoon?
mujhe dikhte hain andheray
ya mein bas laapata hoon?
[verse 2: alistair alvin]
bulleya, tu sunn ley
mann di ay muradaan meri
murr-murr ne jaande saaray
mein te khara tere dar te
i been losing all my time, yeah, yeah
mein taan takkaan teri hi mein raah
falling for the signs that you gave me for tonight, yeah
ravaan tere hi mein naal for the night, yeah, yeah
kamla ni kamla, yeah
karta tu karta, uh
chhadeya nai kakh da, uh
dil mera tu kach da
[chorus: alistair alvin]
mein kya kya dekhta hoon?
mein kya kya sochta hoon?
kya mera falsafa hai?
ya mein ek falsafa hoon?
kya mein ne paa liya hai?
ya mein sab kho chuka hoon?
mujhe dikhte hain andheray
ya mein bas laapata hoon?
[outro: muaz sattar]
mein kya kya dekhta hoon?
mein kya kya sochta hoon?
kya mera falsafa hai?
ya mein ek falsafa hoon?
kya mein ne paa liya hai?
kya mein sab kho chuka hoon?
mujhe dikhte hain andheray
ya mein bas laapata hoon?
letras aleatórias
- letra de buried without a name - single wound
- letra de black hole sun (cover) - samantha leon
- letra de o.j. in sum cleats - lamb rabbit
- letra de призрачный гонщик (ghost rider) - maladoy prince
- letra de ujola nobani - sizwe alakine
- letra de true love - cory hogan
- letra de addiction - tony
- letra de paranoia - fade031
- letra de guitare - naza
- letra de pace crime - jon doe