letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de kashish (lyrics) - omkar singh, ashish bhatia

Loading...

uski aankhon mein faila kajal
baaton se karti ghayal
sanson mein uska hi hai naam

meri neende udi hai jab se
tu aa gayi jeevan mein
raushan kar de tu mujhko aaj

uski aankhon mein faila kajal
baaton se karti ghayal
sanson mein uska hi hai naam

meri neende udi hai jab se
tu aa gayi jeevan mein
raushan kar de tu mujhko aaj

maana kabhi kabhi
hadd se guzar jata hoon
tere pyar mein

maana kabhi kabhi
hadd se guzar jata hoon
tere pyar mein

yeah, maine bandiyan to bahot sari dekhi par
tere jaisi ek bhi nahi aaj ke zamaane mein bhi
pyar kare fake nahi
baby, uske baal jaise lehar aur tsunami ki roohaniyat se
roobaru karaati mujhe devi si
sunaati story apne bachpan ki bravery ki
dil se hai bachchi wo harkatein hai crazy si
kuchh aisi si kashish unme ki
kaise na fasse hum bane aashiq deewana

teri ada pe pagal
ham sharabi ban gaye shayar
haye ri adaa pe paagal
ham sharabi ban gaye shayar

tere j-sm ki ye khushbu
jab itar se mil jaye
bin piye ladkhane lagun
mujhe yoon madhosh kar jaye

uski aankhon mein phaila kajal
baaton se karti ghayal
sanson mein uska hi hai naam

meri neende udi hai jab se
tu aa gayi jeevan mein
roshan kar de tu mujhko aaj

uski aankhon mein faila kajal
baaton se karti ghayal
sanson mein uska hi hai naam
meri neende udi hai jab se
tu aa gayi jeevan mein
raushan kar de tu mujhko aaj

maana kabhi kabhi
hadd se guzar jata hoon
tere pyar mein

maana kabhi kabhi
hadd se guzar jata hoon
tere pyar mein

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...