letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de bail pe - loka, kaam bhari & vijay dk

Loading...

(ayo , audiocracker)

[intro]
bail , bail , bail , bail
bail bail bail bail bail

jail jail

[verse 1: loka]

jail ki zindagi, jhel ke
khana mein khaya jo
bana tha bina, wo tel ke
aaya main bahar hu bel pe
ye gaandu abhi bhi mere hi l pe
mumbai ko le rahi hai halkay mein
phir halak mein de dega
mumbai bhi halkay mein
palak jhapakte hi g-yab hai
jhalak mein aate nahin ladke ye

shana ban ghar pe bey
andheri west na baatein ko ladke mein
single ka triple aur triple ko g-yab hum
baithe le karke be tu khali jhadte re
tu sikha school se hum sikhe sadak se tere mein
mere mein fark dekh
garam hai khoon hum jaldi nahin bhadkate
par mathe pe g-ya to chhod dete tadapne
dhoni tu six hai khayega lafa to ye baat to fix hai
paas apne tricks hai
glitch h gaano mein bole matrix hai
bhai log ke g-yab hai w mein 302
sapne mein ghus ke maarte ghoosse
uthaate neend se bro
shot deke g-yab hai kaun hai wo
ghadi mein baje hai naune pau
ayy , paune nau
mumbai ki boliye hai waqt ka kya
hai haath mein roliye rone do
mumbai ke bhasha mein bole to
mehfil mein lagein tole do
agar hai city fast to
jaake tu pakad le kone ko
sapne dikhata ye sher par
deta nahin kisi ko sone ko
par nagri hai maya ki meri jo
deti nahin kisi ko khone ko
wo dikhari piche kya choli ke
fida wo mumbai ke boli pe
main bel pe bahar hoon vaapas se rolling pe
ye log abhi bhi wahi pe

wo dikhari piche kya choli ke
fida wo mumbai ke boli pe , ay !
main bel pe bahar hoon vaapas se rolling pe
ye log abhi bhi wahi pe

dhamaka
gaane nhi aarhe they kyun ki main jama tha
khaasiyat meri to sun le tu zara baa
loka hai mauke ko kabhi nahin gawaata, ay !

[verse 2: kaam bhaari]

mumbai ki bhasha mein bole
kaan pe padte tole
jayveeru dikhate sholay
tere purane take kholen

mumbai ki bhasha meinbole
kaan pe padte tole
tere hila duga taar
abey jhaad k paan
jab bhai log aankhen khole
haath se lafa nahin laath se lafa
haath daala jidhar mein udhar munafa
kandivali kattar story sunata
numberkari kasa ye koyta ghumata
mera paisa nahin de rahe aur gale mein chain
ye pehan ke aa rahe
aur khud ko ye dost bula rahe
ye bhen ke saale
main deta hoon paise
aur leta nahin byaz
jab vasooli karunga ,kaan mein kaach
numberkari khada tere gate ke bahar
aur apne baithe tere pochoch ke bahar
apne h dirt , chaand pe daag
paale gale mein saap ye buso ko ($%^&) se
bane apna barson ki mehnat se
bane main tere jaisa baitha nahin aayda
sikhaao kya baba ka kayda
kandivali wale ke vaade
khole tere gaav mein khaate

[verse 3: vijay dk]
(is waqt dekhiye samay ho chuka hai
aapko badi khabar batane ka badi khabar mumbai se aapko bata de
mumbai ke maankhurd ke naya mahada colony)

(you already know that sh-t
vijay dk in the house motherfckin b-tchass
ay!
ay!
whoo!)

ye bole sab hawa hai teri par lata mein tsunami
aur mumbai ke ladko ki soch ekdam tedi hai jaise ki
khaandaani dushmani purani
hawa bhi itni hai bachhi ki
paani ki disha badal de
hum bhatke nhi raste
hum raste pe bhatkaate
mere homie ka matter hua
station pe andy ko phone mara
bhadve ke l-vde pe chatka de
koyte ko khopdi me atkaake bhul jate
hood ke bacho ke
pass nhi pen
par chokker h jeb me
leke roz school jate
yadash kamzor h teri
toh badaam kha
warna yaha (—%^#-%^)
baadshah ka pata nhi puchte bhadve
4 pe 3 zero uske baad 43 lagate

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...