letra de ek pyar ka nagma hai - lata mangeshkar
–female–
mm mm mm, mm mm mm mm
mm mm mm mm mm mm, mm mm mm mm, mm mm mm mm
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai – 2
zindagi aur kuch bhi nahin
teri meri kahaani hai
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
zindagi aur kuch bhi nahin
teri meri kahaani hai
ek pyar ka nagma hai
la la la la la la, la la la la la la
kuch paakar khona hai, kuch khokar paana hai
jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
do pal ke jeevan se ek umr churaani hai
–male–(purushotam k-mar pandey)
zindagi aur kuch bhi nahin
teri meri kahaani hai
–both–
ek pyar ka nagma hai
–male–
tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon
–female–
tu mera sahaara hai, main tera sahaara hoon
aankhon mein samandar hai, aashaaon ka paani hai
zindagi aur kuch bhi nahin
teri meri kahaani hai
–both–
ek pyar ka nagma hai
–male–
toofaan to aana hai, aakar chale jaana hai
baadal hai yeh kuch pal ka, chhaakar dhal jaana hai
parchhaaniyan reh jaati, reh jaati nishaani hai
zindagi aur kuch bhi nahin
teri meri kahaani hai
ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravaani hai
zindagi aur kuch bhi nahin
teri meri kahaani hai
ek pyar ka nagma hai
letras aleatórias
- letra de fallin’ asleep - sunny 3803b
- letra de havin' a ball - red hot 'n' blue
- letra de baby don't you do it (new york record plant session) - the who
- letra de chicken bone bone - the manhattan transfer
- letra de contigo aprendí (2021 remasterizado version) - mc dg
- letra de pre-k - tre' mutava
- letra de iwontletyoudown - léonce aklin
- letra de waves - kiss my ex!
- letra de tetsuwan atom - zone
- letra de raise u up - who-ya extended