![letras.top](https://letras.top/files/logo.png)
letra de ho gaya hai tujhko to pyar sajna - lata mangeshkar feat. udit narayan
na jaane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahin tha abhi kho gaya
na jaane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahin tha abhi kho gaya
na jaane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahin tha abhi kho gaya
ho gaya hai tujhko to pyar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
dildar sajna hai ye pyaar sajna
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
dildar sajna hai ye pyaar sajna
dekha na tune mudke bhi peechhe
kuchh der to main ruka tha
jab dil ne tujhko rokna chaaha
door tu ja chuka tha
hua kya
na jaana
ye dil kyon
deewana
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
dildar sajna hai ye pyaar sajna
ay vakt rukja thamja thaharja
vaapas zara daud peechhe
main chhod aayi khud ko jahan pe
vo reh gaya mod peechhe
kahan main
kahan tu
ye kaisa
hai jaadu
arre ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
ho gaya hai tujhka to pyaar sajna
laakh karle tu inkaar sajna
dildar sajna hai ye pyaar sajna
na jaane mere dil ko kya ho gaya
abhi to yahin tha abhi kho gaya
kho gaya
letras aleatórias
- letra de mata : come - ug.plaza
- letra de socialite - ark patrol
- letra de war - nwm cee murdaa
- letra de höhenverstellbarer schreibtisch - vernal
- letra de gâchette double - mano leyra
- letra de soleil - cannyon
- letra de rápido (bonus track) - cash boy ft. rezoskills
- letra de pages in the past - triddana
- letra de the ghost - cinema staff
- letra de higher power - antitype