
letra de yeh baarish jab hoti hai - kunal bojewar
yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai
yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai mujhko haan mujhko
inn tez hawaon mein tu
yoon hi ghul jati hai mujh mein haan mujh mein
tere liye khud mein dooba main rab janta hai
tere liye dar-dar bheega main rab janta hai
ab main kar doon qurbaan
meri zindagi tere naam
bas dede tera pyar tu mujhko
yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai mujhko haan mujhko
inn tez hawaon mein tu
yoon hi ghul jati hai mujh mein haaan mujh mein
tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
antra –
har boond-boond mein teri tasveer nazar aati hain
har lehar-lehar mein teri chunariya lehrati hai
inn mast ghataon mein main tujh mein ramm jata hoon
in unche unche ambar mein
tujh sang udd jata hoon
ab main kar doon qurbaan
meri zindagi tere naam
bas dede tera pyar tu mujhko
yeh baarish jab hoti hai
yaad teri aati hai mujhko haan mujhko
inn tez hawaon mein tu
yoon hi ghul jati hai mujh mein haaan mujh mein
tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
tu hi hai saawan
tu hi hai saajan
tu hi savera mera
letras aleatórias
- letra de bully/tombstone - death plus
- letra de adirondack chairs perth - https://www.theporch.com.au/adirondack-chairs
- letra de vibes - ghost (sow)
- letra de remember - darren keith abraham
- letra de ein meer - skandal
- letra de everything i dream - the coltranes
- letra de outro - chaman (esp)
- letra de toxic moshpits - slain (dprk)
- letra de akh - danzinger 99
- letra de oh, izzy - a tutto reality: il tour