letra de muqabil aa - kidree
tu khilti phool jaisi
koi saani kya hai?
labon se noor behti
suni kahaaniyan hain
kya hum tere deewane
aur tu yeh jaane na hai?
yeh keh sakein na hum
par likhte gaane haaye hain
kafila hai tujh pohanchu
lage zamaane na hain
tu bhi toh aake mil ja
sabar mein kya rakha hai?
sahal na kuch yahaan pe
tifl yeh dil pada hai
nazar mein ghum yeh
ab kuch bhi samjhe na
yeh dil-posh tera chehra
tu kal se khafa mere
chupa kar kuch saabit na
muqaabil aa
na jaana bina tere
aqeeda tu aayega
mai baitha hoon raah dekhe
tu aayega
tu khilti phool jaisi
nadi kinaare haaye hai
shams mein baithe dekhein
kisi pe haavi na hai
basar mein tu dikhi toh
ab din woh khaali na hai
din woh beetеin na
bas tere hi khayaal
tu padh le geet mеre
kuch galat likha hai?
fateh kisi ki bhi na
yeh kaisa imtihaan hai
bana ke laakh baatein
kalam ne li panaah hai
ab likh du jhooth bhi toh
kaunsa hareef na hai
yeh dil-posh tera chehra
tu kal se khafa mere
chupa kar kuch saabit na
muqaabil aa
na jaana bina tere
aqeeda tu aayega
mai baitha hoon raah dekhe
tu aayega
letras aleatórias
- letra de il solito pub - okaycoso
- letra de a voice in the wind - vega7 the ronin
- letra de tu no me vas a engañar - nippon d'ambulante
- letra de soy kimby - kimby
- letra de exclusive freestyle - 051 boom
- letra de gunnpowder - eli sostre
- letra de ma vie - ما ڤي - muhab - مهاب
- letra de пустые слова (empty words) - whoisnewell
- letra de un peu - oboy
- letra de хей, мама! (hey, mom!) - комбинация (combination)