letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de power - karna

Loading...

dikhti asaan ye zindgi fir b aata sukoon h maut me
ye behti hawa ab krti na shaant jo andar utha hua shor h
darne ko man ab raazi nahi par manzil ke bin to raah bhi nhi
kare galtiya wo laakh baar mile ek se jaada maafi nhi

kehte wo denge saboot is wafa ka jo tha unhone kia bhi nhi
meri is haalat ka kasoor me deta hu aapko jaan dawa ko nahi
kabhi na milte h rang do, jab mile to hote h berang
tune dera banaaya h khayaalo ka par samaaj se hua h beghar

dhua banaya makaan ko kisi ki andar na chale ab ek saans
meri sobat me bethe h kalakaar to kese na jaage ham der raat
kl kaagaz pe likhe the kuchh kisse jo sunana chahu me ek baar
dekha h maut ne aakho me aayi thi pdhke kitaabe wo ek aadh

chehra h uska ek saaf aaina, jab mile to hoti ni tej baat
na hoti shikayat agar pardo se, to kese likhte ham lekh yaar
ye saare haqeeqat se jee churaate h karte reh g-ye bher chaal
bina kaanch sarak p dorte aur chaahte krna koi nek kaam

meri umar pari h kala ke lie kya kre ham kisi s bhag k
ek doori se rishte banaye h mene, ya doori ek saans h
jo jeete yaha mile bohot log aur haar jaaye to maut dost
kya kre ham kisi ki shikayat yaha hr thokar pe mane h jashn roj

kasam tor de kadam rakh insaan baraabar h
dharam bhrasht
meri soch m aaj b izaafa ho r h, beshak tu sharam kr
maidaan saaf aur rakam jabt ek jang ki sena ek watan dard
jo jeete waha ek line kheench daal f-ck government kabar tak
(f-ck government)

kaash mil jaaye har sach jo kaano se abtak anjaan h
deti sunaayi wo benaam awaaje jo yaha badnaam h
mere khayalo ko dikhe n dhoop na dikhe koi jhooth na dikhe koi roop
behta me unhi ke beech se wo sunte to kehte kya likha h khoob

pyaado pe tiki ye zindgi par pyaado se wafa ki baat ni
ek kaash se khtm ye dooriyan jb mile to bache koi saans ni
ye kese zindgi raaz h jo dikhe unhe hi jaante
in baadalo me hi dhun chala do h karni jaada ab baat ni

jo sir jhukaaye wo maar diye g-ye veer ke lie koi taaz ni
jo lare mite baha khoon to gine dushman ki pari laash thi
meri aankh me jale ek aag jo kehti har panno ko pila de ek ghunt
jo kar sake shaant is pyaas ko meri na bachegi khoon ki ek boond

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...