letra de power - kanhaiya raj
[verse 1]
power hai jigar me tabhi to khada main
jayenge niche ham ye tera bharam hai
garam hai mamla garam hai
chhote se umar se dekh bete khade hain
jahan pe khade hain kabhi na hile hain
chal batane de
jamane ko dikhane de
kaun hai sacha kaun hai fake
kahan pe khada main aankho se dekh
chhote se umar se karta main duniya ko fail
ye mera khel
hota na fail
baaton me lagata kisi ka l
chalega rahon me jalenge sab
mere bare me likh dun main bina kalam chhote sab
jalnе walo ko main deta hoon f-ck chal
[verse 2]
chalega rahon me jalеnge sab
mere bare me likh dun main bina kalam
hatho me hai beta copy kalam aur pakadta kalam jaise pakad le jam
baato se beta ham bolte kam
dukh maine dekha hai malum hai sab
apan bhi dekha hai duniya ka rang
badlega mausam ke jaise ye sab teri jindagi me
jayenge sab tere jindagi se tere jindagi me
aayenge log batayenge wrong
talent ko bolenge chal beta chhor
basti ke nazar me rahega wrong
tere baaton me hasenge anjane ye log
baat me kholunga jalega log
mere basti me paale hain kutte bohot chal bhok
[verse 3]
jala hai sina mera jab tak na jitunga
rahon me khade hain jab tak na bhidunga
ladunga haaro se ladunga
tab tak me ladunga jab tak na jitunga
bhidunga sabhi se bhidunga
baaton se nahi jazbaaton se bhidunga
karunga bomb
bajega song
chalega bajega fatega bomb
gali mahale me apan ka song
mera gana katal kare alag hai song
bheja hai bhole ne bana ke bomb
chehre pe khusi lekin tuta patang
raato ko jaga main karta jatan
banunga ek din main aisa ratan
naamo se nahi beta kaamon se ham
teri jalegi aisa jalayenge ham chal hat
letras aleatórias
- letra de blame me - kedo
- letra de помню всё (i remember everything) - бинго (3in4o)
- letra de sailor moon - healer (school gang)
- letra de say - john michael howell
- letra de regálame - gusi & beto
- letra de can't wait - re:plus
- letra de homem de pedra - trio parada dura
- letra de zundada (acústico) (part. zion) - feid
- letra de animilistic - bruza & triple threat
- letra de mistaken - neon heart