letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de hain nazar main | ہی نظر میں - kamal uddin

Loading...

pre-chorus:
ہے نظر میں جمال حبیب خدا
hein nazar mein jamaale habibe khuda
ان کی تصویر سینے میں موجود ہے
un ki tasweer seene me maujood he

chorus:
جس نے لاکر کلام الہی دیا
jis ne laakar kalaame ilaahi diya
وہ محمد مدینہ میں موجود ہے
woh muhammed, madine mein maujood he

verse 1:
پھول کھلتے ہے پڑھ پڑھ کے صل علی
phool khilte he par par ke salle 3la
جھوم کر کہرہی ہے یہ بادے صباہ
jhoom kar kehrahi hai yeh bade sabah
ایسی خوشبو چمن کے گُلوں میں کہاں
aisi khushbu chaman ke ghulon me kahan
جو نبی کے پسینے میں موجود ہے
jo nabi ke pasine mein maujood he

chorus:
جس نے لاکر کلام الہی دیا
jis ne laakar kalaame ilaahi diya
وہ محمد مدینہ میں موجود ہے
wo muhammed, madine me maujood he

verse 2:
چھوڑنا تیرا طیبہ گوارہ نہیں
chhodna tera tayba gawaarah nahi
ساری دنیا میں ایسا نظارہ نہیں
saari duniya me aisa nazaara nahi
ایسا منظر زمانے میں دیکھا نہیں
aisa manzar zamaane mein dekha nahi
جیسا منظر مدینہ میں موجود ہے
jaisa manzar madine mein maujood he

chorus:
جس نے لاکر کلام الہی دیا
jis ne laakar kalaame ilaahi diya
وہ محمد مدینہ میں موجود ہے
wo muhammed, madine mein maujood he

verse 3:
ہم نے مانا کے جنت بہت ہے حسین
hum ne maana ke jannat bohat hai hasin
چھوڑ کر ہم مدینہ نہ جاییں کہیں
chhod kar hum madina ne jayein kahin
یوں تو جنت میں سب ہے مدینہ نہیں
yun to jannat mein sab hai madina nahin
اور جنت مدینہ میں موجود ہے
aur janaat madine mein maujood he

chorus:
جس نے لاکر کلام الہی دیا
jis ne laakar kalaame ilaahi diya
وہ محمد مدینہ میں موجود ہے
wo muhammed, madine mein maujood he

verse 4:
وہ ابو بکر فارق عثمان علی
woh abu bakr, faruq, 3thman, 3li
ہے یہ سب ان کے دین مبیح کے فقیح
hai yeh sab un ke deene mubih ke faqih
وہ فقیحوں کے افسر شاہ انبیاء
wo faqeeho ke afsar shahe anbiya
وہ شہنشاہ مدینہ میں موجود ہے
wo shahenshah madine mein maujood he

chorus:
جس نے لاکر کلام الہی دیا
jis ne laakar kalaame ilaahi diya
وہ محمد مدینہ میں موجود ہے
wo muhammed, madine mein maujood he

pre-chorus:
ہے نظر میں جمال حبیب خدا
hai nazar mein jamaale habibe khuda
ان کی تصویر سینے میں موجود ہے
un ki tasweer seene mein maujood he

chorus:
جس نے لاکر کلام الہی دیا
jis ne laakar kalaame ilaahi diya
وہ محمد مدینہ میں موجود ہے
wo muhammed, madine mein maujood he

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...