letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ghaflat - jazbaat

Loading...

yah chal raha hai waqt zindagi kat rahi hai ghaflat me
yah mar raha hai waqt zindagi beet rahi hai nafrat me
tu kyu rakha hai qarz woh aankhe uthe hi na jo aankhe jhuke hai sharam se
sahi salamat laut aaya ghar wapas ek nazar dekha bahar musalman musalman bhide jara aapas me
mere murshad ne kaha yah duniya.ii zindagi se behtar shahadat hai
shaheed ko milega uncha darja yah to zamanat hai
mazeed sab kuch haram halal aam ho g-ya hai yah kayamat ki alamat hai
sahi aur galat se wakif ho jaaun qabar se pahle j-sm pe kafan se pahle intekhal ki khabar se pehle
jo chal raha tha saaz pas-e-manzar me
ab nahi me khud ko samajh raha tha sikandar jazbaat kalandar hai
mere deen se mera hu wafadar kitno ne kaha mujhe gaddar ab jazbaat saccha kalakaar hai
jaan mujhkar namaze kaza karte raha
jaan mujhkar na jaane anjaane me shaitan ke rastе pe chalte raha rasta bante raha
haram kе gane banane ke alawa mere pass waqt hai kaha
allah ki ibadat kar rahe hai khuda ke bande waha
me to yaha gunahon ke samandar me doob ke gunahon ka izaafa karte raha

mere mazhab se me door yah behayahi ki duniya mujhse khel rahi
yaha kaun hai jo isme qaid nahi
shar ke raste me faiz nahi
samajh jao koi abhi dair nahi
jise amal ki fikar nahi jaise jaabaaz banke faida nahi jab tak talwar taiz nahi yah deta jeb nahi
nafz ko kaise qabu paaun kahta hai zahen kabhi ab bas karu rakhu kharab chizon se parhez abhi kabtak khayaal hi na rakhenge imaan ka har shakhs ki kamzori mahez yahi
zindagi me ajaye zawaal rahu mukhlis insaan beimaani nahi, fareb nahi, bahes nahi
jis aadami se baat kar raha hai aankhe mila ke buland awaaz se maabaap se toh samajh jao woh aana kah rahi
jis maabaap ne khaya jido jahed aaj tak maabaap se na bol saka subah bakhair aur shab bakhair nahi
mujhe jo diya hai niyamate khuda me tera shukr guzar hu
aaj se nihaayat ye farzi surat utaar du
mere khuda tu meri jaan tujhpe kurban karu unme shumar rahu
ya allah tera naam pahadon ke uroojpe pukaru malaal ko majburan door karo
namaz padhu, quran padhu, ibadat karu, sahi musalman banu, khushhal rahu
mujhe zarurat hai zindagi durust karu
me toh ji raha tha khwaab ke liye
jante hue ji raha tha azaab ke liye
ab ji raha hu dono jahan me fateh yaab ke liye

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...