letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ankhein - jawad zafar

Loading...

han diya dil
ham dekhe sapnay
phir bhi na kuch hua hasil yahan

do pal ka pana
ja ke na lautna
ye kesi sazaa tu mujhko de gya

wo kasme vaade pyar ke
jo hum ne sath nibhane the
wo tu kyun bhool gaya

ab toh ankhein bolain meri mere dil ki zuban
kiya khata ho gayi thi jo hum ho gye juda
esi agg hai lagai ab juddai ne teri
ho gaye han hum khud se hi khafa

……………………………
………………
………

teri wo yaadein
wo sari baatein
main chah ke bhi bhula na sakon

chahun main tujhko
ab yun hi door se
itna toh haq ha baki ab mera
kyun gum se jorr diya mujhe
yun tanha chor diya mujhe
kiya hasil yun howa tujhe ye toh bata

ab toh ankhein bolain meri mere dil ki zuban
kiya khata ho gayi thi jo hum ho gye juda
esi agg hai lagai ab juddai ne teri
bikher sa main gya hon teri raahon main kahin

……………………………
………………
………

kyun ho gaye yun hum judda
is dard sе ker de tu reha
dil mangе bus yehi dua
tu laut aa…………………

ab toh ankhein bolain meri mere dil ki zuban
kiya khata ho gayi thi jo hum ho gye juda
esi agg hai lagai ab juddai ne teri
ho gaye han hum khud se hi khafa

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...