letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de anjaam - hunny rana

Loading...

(mujhe pata mai hu bohot galat is samay)
(mujhe pata mai hu) x2

mujhe pta mai hu bahut galat is samay
koi aana chahta ni khada rahu jis jagah
mujhe dekhe uski laash mere bistar se
mujhe pta nahi trust mujhe kis-par hai

jo bhi saath mere, nahi saath dera
mera past mere kaan mei ek baat kehra
ye sab kare use kare baat bhi na
mujhe lagta tha sochta mai baat bina

teri yaad bachi, tu hogi g-yab
kyunki chahiye tujhe pyaar tune maangi thi ibadat
rabb ke aage ki sharafat, mere aage kyu bagawat
mera dil bhi kahe, mujhme seh le dabakar

dabaata dil mera, kisiko na dukh dikhe
na kholu raaz tere, tu mujhe khush dikhe
hum dono khush hi the, ya shayad kuch ni the
sabko pata tere liye likhu, tu ni kuch likhe

the pal khushi ke, ab rahu khush ni mein
bata de pyaar kya cheez, ye bane murshid hai
mai dekhu asmaan hi, aur baithu kursi pe
vo dikhe aasmaan ni, khoon ki bar-si hai
vo puche kaun mili, meri raatein dhalti ni
sab mere haath tab, baat ghamand kithi
tere bhi saath hoga, aisi baatein karti thi
karma kare hit mujhe pata meri galti thi

nahi chahu mera ek homie down
jise karta tha pyaar usey dekhna mai chahu kyu
aisa lagu ab mein bikk sa hu aur
usi kandhe pe sir ghisna mai chahu kyu

mene likha tere baare tune suni meri baate?
tu to deti thi bahaane, mujhe yaad tere taane!
mujhe yaad tere gaane baaki jhooth bole saare
mere baare mai na jaanu fir ye log kese jaane?

mere gaano se ye log mujhe jaane!

dikha chehra, dhundhla sa nashe mei
na padh saka bhaaw tere chehre mei
chipe khudgarzi ki marzi
jo laakh mai manaau, gaane laakh mai banau
tere baare tune firse hai karna vohi
ab theek toh mai neat piyu
pyaar ke zeher ke jaam
pyaar ko milna insaaf
pyaar mei sahe zakham
pyaar mei tute insaan
ruth tu dobaara samjhun
pyaar ka yehi anjaam!!
par mai haara nhi
toota par uth dubara hi
thaame kalam syaahi bhardi
pyaar ke zeher ki
fir parosi uljhane ikkathhe
mil g-ye sab jawaab
par khayaal ke baadal par pdha firse ek sawaal
jo prat–t hai ghatanaayen kya chipe ho unme pehlu
jo andheka karke aage
chal diya tu is sansaar mei
ab uljhane jakde sawaalon ko
jawaab mei jhalke jhuthi tasalliyon ke bhaaw the
suhaani yaadein jo badli thi gumaan mei
dekha jo bhavishya saath dikhta bas afsaano mei
jo sukhne ko chodi faslein pyaar ke mere bagaan mei
dhalte din par tu bas aati hai khayaal mei
ab karte intezaar, faslein bhi katne ko hai barkaraar
hai tyaar yeh sukh na jaayein tere intezaar mei kahi
ab baaki ni nami hai mere aankhon mei
jo seechu tere pyaar ki zameen tere jaane pe
(raatein vo, yaadein suhaane the)
(meri aadatein, meri aafatein)
(sudhaar de…)
(meri aadatein…)

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...