letra de kaisi yeh zindagi - havok ,mc roshhh
socha tha hogi zindagi me sath meri
na kabhi socha tha tu hojavegi khwaab meri
yaad aati hai ab harr baat teri
tham g-yi hai zindagi meri wahin
paas the jo pehle ab woh mere sath nahi
hasta tha jiske sath usse koi baat nahi
yaado me khwabo me jisko meri fikar nahi
kaisi yeh zindagi…
kaisi yeh zindagi batt jaati faanslo me
saath the pehle ab yaad bhi nahi khwaabo me
woh jo sath rehne ke baat karte the joh
waadein kar bhi diye humne jazbaato mein
tha woh manzar khoobsurat sa
mile jab mujhko tum
kho g-ya tha mai, ho g-ya kahin ghum
jheel si aankho me teri doob g-ye hum
likhe tujhpe hi yeh nazm
yaado me teri khoya rehta hu harr pal
na ho tu j-sme kabhi aaya na ho woh kal
tujhe khone se jaane kyu lagta hai darr
khudko bhul jaau chod diya jo tune agar
yaado me teri khoya rehta hu harr pal
na ho tu j-sme kabhi aaya na ho woh kal
tujhe khone se jaane kyu lagta hai darr
khudko bhul jaau chod diya jo tune agar
socha tha hogi zindagi me sath meri
na kabhi socha tha tu hojavegi khwaab meri
yaad aati hai ab harr baat teri
tham g-yi hai zindagi meri wahin
socha tha hogi zindagi me sath meri
na kabhi socha tha tu hojavegi khwaab meri
yaad aati hai ab harr baat teri
tham g-yi hai zindagi meri wahin
kuch aur kehna hai toh tu, de bata
wafai ka mujhe tu ab de pata
yaado ko saari meri tu bas de mita
na kar dena mujhe khud se lapata
yeh baat hai pichle saal ki
jab dekha tujhe pehle kaha maine waah ji
tujhse hi kiya harr baat maine dil ki thi
teri harr baat pe kaha maine haan ji
wada tha zindagi me rehne ka sath me
sapno ko bator kar baitha tha hath me
likha tha maine gaana pehle hi saal me
par phas g-ya mai tere pyaar ke jaal me
afsos, hua wohi jiska mujhko darr tha
do pal, do mahino ka humara safar tha
sabar se liya zindagi ka harr faisla
samjha woh pyaar nahi ishq ka kabar tha…
teri harr ek galti maaf kiya
tere liye sab kuch hi gawaah diya
maine kaha tha hath mera tham le
magar tune dil mera chota sa bhi tod diya
teri harr ek galti maaf kiya
tere liye sab kuch hi gawaah diya
maine kaha tha hath mera tham le
magar tune dil mera chota sa bhi tod diya
socha tha hogi zindagi me sath meri
na kabhi socha tha tu hojavegi khwaab meri
yaad aati hai ab harr baat teri
tham g-yi hai zindagi meri wahin
kuch aur kehna hai toh tu de bata
wafai ka mujhe tu ab de pata
yaado ko saari meri tu bas de mita
na kar dena mujhr khud se lapata
paas the jo pehle. ab woh mere sath nahi
hasta tha jiske sath usse koi baat nahi
yaado me khwabo me jisko meri fikar nahi
kaisi yeh zindagi…
letras aleatórias
- letra de carbonized - exhumed
- letra de (in his) playhouse - autumn brigade
- letra de to confide - garage sale (band)
- letra de golden age - nzuo/nomu
- letra de fly out - freddie konings
- letra de uncertainty - carlota flâneur
- letra de prap - bardhi
- letra de девочка из детского сада(girl from kindergarten) - gemin
- letra de all the old bars (whose names have changed) - tyson motsenbocker
- letra de lit - taeyong & mark