letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de lapata - hassan & roshaan

Loading...

[verse]
chayn dil ko aik pal nahi hai kuch dhoondta chala jaye
kon hoon mein kion jee raha hoon ye sochta chala jaye
khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein
khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein
kion darbadar phiroon
khud ki khoj mein
lapata ke
mera aashiyaan hai kahan
dhoondta chala jaye
kuch dhoondta chala jaye
dhoondta chala jaye
kuch dhoondta chala jaye

[pre-chorus]
kon hoon mein kion jee raha ye sohta chala jaye
jee raha hoon jis ke liye usey dhoonta chala jaye
raasta hai ik teri yor ka kheenchta chala jaye
iss jahan se aage jahan hai usey dhoonta chala jaye

[chorus]
lapata hoon
dil pareshan hai
ghar mera hooo
jane kahan hai
zindagi bhi
sard weeran hai
ghar mera koi batlade
jaane kahan hai
[verse]
khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein
khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein
kion darbadar phiron
khud ki khoj mein
lapata ke
mera aashiyan hai kahan
dhoondta chala jaye
kuch dhoondta chala jaye
dhoondta chala jaye
kuch dhoondta chala jaye

[pre-chorus]
jab liya kadam teri yor ko raasta nazar aaya
na g-ya tha koi jahan wahan aashiyan nazar aaya
ishq nein churaya mazhab mera khud mein tujko jo paya
ankh jo khuli neendh se meri raaz ab samajh aaya

[chorus]
ik taraf hai kafla saara
ik taraf hain dil ki raahein
tanhaa jana
kia karoon mein kis taraf jana
chaar dinon ka khwaab hai gar ye
kion ghabaran?
[verse]
khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein
khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein
kion darbadar phiron
khud ki khoj mein
lapata ke
mera aashiyan hai kahan
dhoondta chala jaye
kuch dhoondta chala jaye
dhoondta chala jaye
kuch dhoondta chala jaye

[verse]
chayn dil ko aik pal nahi hai kuch dhoondta chala jaye
kon hoon mein kion jee raha hoon ye sochta chala jaye
khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein
khud ko bhool na jaoon mein kahin zindagi ke iss shor mein
kion darbadar phiroon
khud ki khoj mein
lapata ke
mera aashiyaan hai kahan
dhoondta chala jaye
kuch dhoondta chala jaye
dhoondta chala jaye
kuch dhoondta chala jaye

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...