letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de abhi tak - hamza akhund

Loading...

[lyrics]
ab to mein teri yaadon ka musafir hoon
ab to mein teri aankhon ko
bss yaadon mein dekhun
ab to tera zikir bss inn bekaar se gaanon mein
ab to mera ye dil toota para hai, haathon mein

[pre-chorus]
kaise tumse
tumse kaise
juda rahunga mein

[chorus]
abhi tak wo paani ki botal yahan pari hai
abhi tak mere khwaabon tu ghoom rahi hai
abhi tak wo karta hoon aur tu ghar nahin hai
abhi tak wo
abhi tak wo halat wohi hai
abhi tak wo phoolon ki thaili yahan pari hai
abhi tak meri gaari mein khushbu wohi hai
abhi tak wo karta hoon aur tu ghar nahin hai
abhi tak wo
abhi tak wo halat wohi hai

[lyrics]
usse kamre ke kone mein betha hoon
ussi message ko abhi bhi parhta hoon
[pre-chorus]
kaise tumse
tumse kaise
juda rahunga mein

[chorus]
abhi tak wo paani ki botal yahan pari hai
abhi tak mere khwaabon tu ghoom rahi hai
abhi tak wo karta hoon aur tu ghar nahin hai
abhi tak wo
abhi tak wo halat wohi hai
abhi tak wo phoolon ki thaili yahan pari hai
abhi tak meri gaari mein khushbu wohi hai
abhi tak wo karta hoon aur tu ghar nahin hai
abhi tak wo
abhi tak wo halat wohi hai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...