
letra de khwabon mein - geetu
khwabon mein hai tu mere, tu hi kyun neendain uraye?
kya kya hai hota tujhe ho, kya pata
rota tha dil tu hasaye, dhoondein tujhko meri nigaahein
jaanay hojata kahan tu lapata
dekha tujhko pehli dafa
yun laga tha
tu koi farishta hai
maanay na manay tu magar
tujhse mera purana sa rishta hai
shayar yeh likhta hai
shayad dil tujhpe marta hai
sabko hi dikhta hai
jab bhi tu milta hai
bazaar-e-ishq mein
sab kuch hi bikta hai
ho, ho, ho, ho, ho
ho, ho, ho, ho, ho
bazaar-e-ishq mein
kaisay peechay para hai mere
jaisay jurm kia koi mainay
teri akh da ishara, main samajh na pawan
tu le sach da sahara, tey bata
ki karna ae tu chona, apnay naal mainu bhagona?
why do you really wanna, make me yours?
kesi paheli ajooba
teri saadgi mein hu dooba
yeh pehli baar hua hai
main aashiqui mei hu chooka
main mauj masti tha karta
ab fauj mein lar raha hu
maidaan-e-jang mera dil hai
hairaan-o-dang reh chuka hu
shayar yeh likhta hai
shayad dil tujhpe marta hai
sabko hi dikhta hai
jab bhi tu milta hai
bazaar-e-ishq mеin
sab kuch hi bikta hai
ho, ho, ho, ho, ho
ho, ho, ho, ho, ho
ashiqui ne teri, aajzi humko sikhai
warna tou hotay thay hum bhi baadshah
aj se hi sahi, dil o jaan kisi pе luta dein
warna tou lagta tha yeh bhi khwab sa
shayar yeh likhta hai, mera dil tujhpe hi marta hai
sabko hi dikhta hai, jab bhi tu milta hai
bazaar-e-ishq mein, sab kuch hi bikta hai
ho, ho, ho, ho, ho
ho, ho, ho, ho, ho
bazaar-e-ishq mein
letras aleatórias
- letra de bacon! - the great luke ski
- letra de müde - die prinzen
- letra de 13 wayz - psk-13
- letra de um passo de cada vez - praso & tommy el finger
- letra de te vagy egyedül - zaporozsec
- letra de live bomb - muze sikk
- letra de ice! - n8f
- letra de hotel hell - february
- letra de he gives me love - dana glover
- letra de i nearly cried when i saw how much they loved you - gutter punk