
letra de tu aadatein (romanized) - first5
[verse 1]
tu aadatein hain meri
hota na kabhi kuchh bhi tere bin
ibadatein hain meri
rahe hamesha mere saath har din
[pre-chorus]
tu dikhe kahin nahi
bebasi yeh sar chadhi hai
kyun lage kabhi kabhi?
tu na ho meri rahe yeh bekarari
[chorus]
jaanun main chahun ya na chahun tujhe
kya hi karun tu hai basi aankhon mein
jaana main chahun tere pichhe pichhe
kho jaana chahun teri har baaton mein
(oh, whoa)
[verse 2]
kitabon ke panne kahein
baatein kabhi jo tujhe keh na paayein
hain aadatein meri abhi
tu na dikhe toh mere din na jaaye
[pre-chorus]
kyun lage kabhi kabhi?
tu na ho meri rahe yеh bekarari
[chorus]
jaanun main chahun ya na chahun tujhe
kya hi karun tu hai basi aankhon mein
jaana main chahun tеre pichhe pichhe
kho jaana chahun teri har baaton mein
[refrain]
(meri yeh aadatein)
(meri yeh aadatein)
(meri yeh aadatein)
tu aadatein hain meri
hota na kabhi kuchh bhi tere bin
ibadatein hain meri
rahe hamesha mere saath har din
[chorus]
jaanun main chahun ya na chahun tujhe (chahun tujhe)
kya hi karun tu hai basi aankhon mein (ooh-ohh)
jaana main chahun tere pichhe pichhe (aadatein)
kho jaana chahun teri har baaton mein
[outro]
oh-oh (tu aadatein)
oh-oh
oh-oh
tu aadatein (oh-oh)
letras aleatórias
- letra de s l p - qwazii
- letra de full grown lovin' man - bill brandon
- letra de how i did it - nigo chanel
- letra de first love - 王菀之 (ivana wong)
- letra de k i t t y - sana (nz)
- letra de just might - deezy216
- letra de iguales - c mari
- letra de summer thing - dragonette, sunnery james & ryan marciano, cat dealers
- letra de あだ夢の中で (adayume no nakade) - kami wa saikoro wo furanai
- letra de unfriended - yungboypunk