letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de mere sanam - farhan khan & jokhay

Loading...

[verse 1]
be-matlab baaton se door
teri sab yaadon se door
kar di hain raatein kaali
thi mere khwabon mai tu
tasveerein ban ke ab bhi
dil ki deewaro pe tu
mujhko dooba ke tanha pochi hai kinaro pe kyu?
mujhko bhi saath leke jaati to karta badnaam tujhe na
mujhe tha pehle se pata tera ye nasha barbad karega
kon esa jo haske har vaar tera bardash karega?
hatho mai khanjar dekh ke bhi tere jo har baar marega
tere khaatir mar rahe tujhe sath jeene ki nhi fursat
kabron mai jal rahe dua padh ke f–k ja mujh par
sanson ki thandak teri aag bhujade kuch pal
tho mai jee lun is kabar mai uspal muskurake merе dilbar sun
hai rootha jo khuda usse bhi tujhko mangta
wo kehta “mai tera duja rab pеhla lapata”
mai dhundu fir usko jis rabb se mera wasta
jab pucha banda mai kiska sab bole aapka

[pre-chorus]
to rehmat barsa
kabse hun tarsa?
khudse hi milke hua
kafi hai arsa
roz hi marna mujhe
tho zinda kyu baksha
ek bar mai hi marde
mujhko yun na tadpa
mujhko
[chorus]
maut de, maut de
maut de mere sanam
maut de, maut de
maut de mere sanam
maut de, maut de
maut de mere sanam
maut de, maut de
maut de mere sanam

[post-chorus]
aashiq ke hath se marna bhi khushnaseebi hai
zindagi maut se battar jo hum mai doori hai
aashiq ke hath se marna bhi khushnaseebi hai
zindagi maut se battar jo hum mai doori hai

[verse 2]
pehle seene mai dil tha mere
ab pairo mai bikhra tere
shayeri poori nhi jab tak baare mai likhta na tere
dushman ke sath bhi khud esa hargiz na sitam karre
kaanton mai rehte rehte dil uska phoolo se bhi dare
mohabbt ka rasta na milta muqamon se
hasne ka asli maza pucho ab udaso se
kitna mai tadpa poocho ghar ki diwaro se
meri zindagi ki poori dastaan mili khali kitabon mai
[pre-chorus]
to rehmat barsa
kabse hun tarsa?
khudse hi milke hua
kafi hai arsa
roz hi marna mujhe
tho zinda kyu baksha
ek bar mai hi marde
mujhko yun na tadpa
mujhko

[chorus]
maut de, maut de
maut de mere sanam
maut de, maut de
maut de mere sanam
maut de, maut de
maut de mere sanam
maut de, maut de
maut de mere sanam

[post-chorus]
aashiq ke hath se marna bhi khushnaseebi hai
zindagi maut se battar jo hum mai doori hai
aashiq ke hath se marna bhi khushnaseebi hai
zindagi maut se battar jo hum mai doori hai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...