letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de sifar - fallak

Loading...

[verse 1]
muhaafiz mai muqaddar, ulajhnaa lapet-ta

samandar bhari sadgi, kashti kese bechta

puuchhuun ansu apno ke, gamo ko samet-ta

ghar ki diwaaro me, azm mai hun ek reit sa

saaqi ek sawaal, umeedo ko khured-ta

der chale, marhale mai, maut ek khelta

koshisho ke silsile, raaste yun chal-chale

mashaal maa ke sapne, aage yuhin bhd-chle

koshish yehi, koi mil chale aur ham chale

koshish yehi, koi gam mile, aur ham mile

rab tere der pe, ham mange ko ghar chle

apno khoj mai, ham apno se he lad pade

sch to yehi, ek wada, mehaz jhoot-ta
sch to yеhi, khvaab ek mahfuuz sa

muddaton se khafaa, durriiyo samet-ta

insaan ko shеtaan noche, insaan sirf dekh-ta

[chorus]

kitna sach likha kitna likha jhoot

kalam gawayi deti, jati mujhse roodh

dukh rukh dard, meri shaak jati tuut

koshish yehi meri, bane sapno ka wajood

meri rasto mai soch hai mahfuuz

sifar bani kashti, safar hai atuut

kitna sach likha kitna likha jhoot

kalam gawayi deti, jati mujhse roodh

[verse 2]

zaruurii ek zaroot , khudaa parastii-ya

duniya ke is zaal mai, insaan khud-parast-g-ya

laut mai un-manzilo se, khuda tere der g-ya

anjaan en kinaro se, wafa se he dar g-ya

afsurdagii is raat mai kalam mujhko khojti hai

waqt guzregii, mar-hm kalam tokti hai

zabt kr gamo ko, wado se wo jodti hai

milsakun mai khudse, mujhe roj kosti hai

chal-chale ham wahan, jahan raste anjaan se

sifar se aruuz, anjaan hai makaam se

kalam likhe dard, anjaan hai pehchaan se

qayaamat hai soch, khalvat hai khayaal se
mai rutha, wo jhuta, wo bharam sitara

mai asli aur nakli, kahani sunara

ek dhoop, ek roop, ek kashti kinara

dubi roshan wo basti, mai bikhra sitara

[chorus]

kitna sach likha kitna likha jhoot

kalam gawayi deti, jati mujhse roodh

dukh rukh dard, meri shaak jati tuut

koshish yehi meri, bane sapno ka wajood

meri rasto mai soch hai mahfuuz

sifar bani kashti, safar hai atuut

kitna sach likha kitna likha jhoot

kalam gawayi deti, jati mujhse roodh

[verse 3]

kahaniyo se kalam tuti, likhun kaise

iizaa bika bhid me mai, dikhun kaise

nasiib yeh gumaan, likhun kaise

dariyaa visaal, bhul jau kaise

apni ko umeed, mai todu kaise

be-kadr zamana, mai jhuku kaise

khirad maa kis soch, mai padun kaise

khuda tune maut likhi, jiyun kaise

kitaab hai libaz mera, dard mai bayan karu

dur mai zahaan se, khwaab mai bayan karu

lafz jode kalam se, lafz mai fanaa karu

tum mite aur hum mite, esa kya guna karu

safar se hai faasley, azm bani mustaqil hai

vaqtii rusuumate, raaste ye munfarid hai

arzish ye gamo ki, kahinya ye mushtamil hai

har shaks ke dard, waqt ki shoriidgii hai

kalkaar dhundta hai, har marz ki kahaniya

tute bikhre pinzre se, ek panchi rava-kiya

mazaamiin-e-vafaa, padi vafa ko bula-diya

kashiid bani kalam, har lafz ko jala diya

maut likhun, farz likhun, khushiyo ko jala diya

rishte ko dor tuti, safar ko safa diya

khizaan si ye shaal mili, ped ko khafa kiya

gham mile aur rog mile, sapno ko bhuladiya

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...