letra de kuch aur - emiway bantai
[intro: vaksh]
hum bhi toh sahe the
akele tum nahi the
hum ab bhi hai wahi
inn aankhon me nami
bas teri hi kami hai
hum bhi toh sahe the
akele tum nahi the
hum ab bhi hai wahi
inn aankhon me nami
bas teri hi kami hai
[chorus: vaksh]
kuch aur hai
tujhse milke batayenge baate
kuch aur hai
ab kya tujhse chupana, kya tujhko jatana
kuch aur hai
tujhse milke bataye bata bhi na paaye
kuch aur hai
tujhse milke batayenge baate
kuch aur hai
ab kya tujhse chupana, kya tujhko jatana
kuch aur hai
tujhse milke bataye bata bhi na paaye
[verse 1: vaksh]
har ek patta gir g-ya
tu ni [?] mera rishta sambhala na
saalo beete jale bae tu ni mili haan
main ruka raha wahan laal batti jaise haa
kuch bhi na mila yahan
kitne rishte tеre hone hai
tu bata ye dhaagе tere kacche hai ya sapne?
todega iss dauri ko kaun
kya ye tu hai main?
seeshe me khade parchaiyon ko taanke kyun?
usse ye bhi mila nahi
meri zindagi usko chale nahi
ab hum khud hai khushi me
aur khud ko hi thaame aur khud se-
[chorus: vaksh]
kuch aur hai
tujhse milke batayenge baate
kuch aur hai
ab kya tujhse chupana, kya-
[refrain: vaksh]
hum bhi toh sahe the (hum bhi toh sahe the)
akele tum nahi the (akele tum nahi the)
hum ab bhi hai wahi, inn aankhon me nami
bas teri hi kami hai (teri hi kami hai)
hum bhi toh sahi the (hum bhi toh sahi the)
akele tum nahi the
hum ab bhi hai wahi, inn aankhon me nami
bas teri hi kami hai
[verse 2: emiway bantai]
bhut kuch sikhne mil g-ya (yeah)
isi bahane ye gaana likhne mil g-ya (likhne mil g-ya)
apni ye kahani ab sunegi poori duniya
lekin ye kahani adhoora hi reh g-ya (yeah)
banda main paani sa paani sa main beh g-ya (yeah)
chhodke g-ya main life me zindagi jo le g-ya (le g-ya)
kausa nahi kabhi main rabb ko aisa sab kyun hora tha
gardi me hasta hasta tha, akele me rora tha
use main bhi mila nahi (mila nahi)
teri zindagi mujhko chali nahi (chali nahi)
kya tha ye pyaar haan samjha main jab tu chali g-yi
[chorus: emiway bantai]
kuch aur hai (aur hai)
tujhse milke batayenge baate
kuch aur hai (kuch aur hai)
tujhse chupana kya
[refrain: emiway bantai]
main bhi toh saha tha (main bhi toh saha tha)
chahiye tha tera sahara (chahiye tha tera sahara)
mila nahi tera saath toh chhoda maine haath
todna pada mera waada (todna pada waada)
main bhi toh saha tha (main bhi toh saha tha)
chahiye tha tera sahara, main haara
mila nahi tera saath toh chhoda maine haath
todna pada mujhe waada
[outro: vaksh & emiway bantai]
hum bhi toh sahe the
akele tum nahi the
hum ab bhi hai wahi
inn aankhon me nami
bas teri hi kami hai
main bhi toh saha tha
chahiye tha tera sahara
mila nahi tera saath toh chhoda maine haath
todna pada mera waada
letras aleatórias
- letra de scars - zariah
- letra de rutinario - nexkoyotl
- letra de lunar - awake the dreamer
- letra de pesca - angelo baiguera
- letra de it's been a change - solomon burke
- letra de sanctuary - jonathan pierce (singer)
- letra de who's sorry now - tony moran
- letra de 18 - august mallèt
- letra de cruise - flow'x
- letra de corinho pentecostal - odair oliveira