letra de saanp yeh - drastic
ahem
brooo yaar kaisa hai, aik chota sa kaam tha
i’m kind of busy right now, i’ll call you back
drastic (danish abro)
[verse 1]
banaye mainay dost, ban chalay yaar
phir aaya waqt mushkil, kara madad say inkaar
i was all alone, it was pretty hard
aur kya kiya unhone, la taluqi ka izhar
guzri woh sardi, phir aayi bahar
same people that left me, asking me kya hain haal chaal
bola mainay theek, phir shuru huay waastay
dosti kay, maafian, mintay, aur tarlay
kehtay hain galti thi, bhatak g-ye thay raastay
seedhi baat tou yeh hai, aaye hain ab aukaat pay
raha main tou chup, kehnay ko tou bohat alfaz thay
kya hua tumhay danish, kyun ho itnay chup chaap say?
dekhay mainay chehray inkay, khatarnaak say
zori kehna para kuch, muskura kay
taakay chaltay banay yeh, apnay raastay naaptay
moun say, niwalay cheennay walay saaray saanp yeh
bhaanptay hain saari cheezain jo yeh hain chahtay
insaan kay roop main hain saanp yeh
dil karta hai daaloon inko aik sanchay main
aur laga kay aag karun, raakh inhay
[verse 2]
phone mera baja bohat dafa, aadhi raat main
uthaya mujhay neend say, apnay kaam say
police nay hai roka, kya kisi ko tum ho jantay?
nahi tou, “bro, tum ho phir kis kaam kay?”
excuse me, aap apni aukaat main rahain
is say pehlay kay charhaon main apni aasteenein
aur lagaun dou chaar haath teray, gaal pay
bhaag bay, ya doon kya laat teri gaand pay?
acha khasa tha achay mood main
jab zaroorat thi tou yeh thay bhool g-ye
ab phoot lay, maan lay, tu hai saanp insaan kay roop main?
kehnay ko tere liye danish bohat he rude hai
“haan hoon main”, ab bhaag foran chutiye
you’re the kinda person i’d not be seen with
urdu main kahoon tou munafiqeen hai
haan theek hai
kaha na bhaag, bhosdike
[verse 3]
aj hogi baat in doglon ke barey mein khul ke
pehle tou rehte hain yeh sarey mil jhul ke
in jaiso ko kehte hain bin painde ke lotey
meri baat mein wazan, tol ke dekh le chotey
mere mun pe mere, tere mun pe tere
aise sarey mere lun ke neeche tehre
ek zaban nahi, hain inke dou chehre
aise sarey dete mere tatto ke pehre
asli tha mein, asli hoon abhi bhi
kache dhage nahi, dosti mein khabi bi
sath hain jo mere since day once ( habibi habibi)
dil mein izzat-o-pyar unke liye abhi bhi
thay kuch dost phir inkay huay raaz faash
buguz say attay huay, mujhay milay baar baar
bikte hain, paisa hou tou piche atey
kaam hojaye, bhai, sab bhool jatey
teri ankhon ke samne jo bante hain yaar tere
wohi rakhte hain, khandhe pe talwaar tere
upar se neeche tak nakli log hain yeh (jo baat hai)
kehta hun mein yeh sab, takey rakho yaad alfaz mere
thali ke began sarey, aur woh thali bhi khali
loyalty is rare, wafadari kidhar gyi sali (hain?)
kyun yeh upar se leke neeche tak jali
rakhun jhoote ki nok pe, dedun inhien gali
letras aleatórias
- letra de worldwideboys - unknown radicals
- letra de don’t want lies - the rides
- letra de erection song - uncle spike
- letra de i'm not crashing - tinyfish
- letra de carmeltia - a.s. fanning
- letra de un ramo de viento - luis eduardo aute
- letra de детская обида (children's insult) - ярмак (yarmak)
- letra de you said it all - the revivalists
- letra de 谁在怀念 - 虎二
- letra de made of night - whitey