letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de yaad teri - dj abdur, danish roomi, hashim nawaz & ​​dotxb

Loading...

[verse 1: danish roomi]
kabhi-kabhi mein ne yeh socha hi nahi
jhilmilaati khushbuon se poocha hi nahi
kya naam doon iss baat ko?
phir din dhalay aur raat ko

[chorus: danish roomi]
yaad teri aane lagi
yaad teri aane lagi
yaad teri aane lagi

[verse 2: danish roomi]
maanga laakh tum ko par tum aaye nahi
mere ishq ke zoq ko tum pehchanay nahi
kya naam doon iss baat ko?
phir din dhalay aur raat ko

[chorus: danish roomi]
yaad teri aane lagi
(aane lagi)

[verse 3: hashim nawaz]
mein kis qadar teri qadar karun? (qadar karun)
mein har qadam tere zakham bharun (zakham bharun)
har ek lamha teri nazar karun (nazar karun)
takta rahun, sunta rahun, par mein kuch naa kahun (naa kahun)
bataa de chaahti hai tu kya, jaanti hai tu kya? (kya?)
aankhon may dikhay hum ko tere chhupe sab paighaam (paighaam)
jaan-e-jaana jaa rahi hai kahan? hum kharay yahan (yahan)
duniya walon ki fikar karti naa hai yeh zabaan (yeh zabaan)
par tera naam (par tera naam)
lene se darte hum hain, naa zaahir karte hum hain
ab teri yaad (ab teri yaad)
yеh aankhein karti nam hain, tujhme tha rakha sab
karun mein tujhе yaad
[interlude: danish roomi]
(aane lagi)
(aane lagi)

[chorus: danish roomi]
yaad teri aane lagi
yaad teri aane lagi
yaad teri aane lagi
yaad teri aane lagi

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...