letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de aasmaan - breath takers

Loading...

tera mera aasmaan
aaj ek lag rha
aakhoin me hain aansun par
taaroin se mai na khafa

tera mera aasmaan
aaj ek lag rha
aakhoin me hain aansun par
taaroin se mai na khafa

same skies….. different us
same lies…..still we trust
day and night …i miss us
tell me why we messed up !
aakhoin me hain aansun aur na beiman mai
kaath sa hun lag rha hai mai tu hi jaan hai
gaanoin me alfaaz bas hain tere naam ke
tera naam nhi juda baby mere naam se

iska gum bada hai teri soch se bhi zyada
teri galiyoin ke bahar maine roz pahra daala
lautaaye tune yaadein boli ghar me ni jagah
tere tauhfon se maine poora ghar saja daala !

tu aayi thi akeli par tu le gyi sab kuch
khushi meri cheen ke tu de gyi bas dukh
khaali hai ye dil…tera intezaar kare
tera intezaar karte karte khatam ho gye khud

kavi nhi the kabhi ab shayar ban gya
zindagi daraati itna kaayar ban gya
dekha tujhe aaj haath tera uske haath me
nahi bhare the zakham fir se ghayal kar gya

tera mera aasamaan
aaj ek lag rha
aakhoin me hain aansun par
taaroin se mai na khafa

likh diya tha jaan subah shaam tere naam
koi kaam mujhe aata nahi raas ab
jab tu mere saath thi har pal tha lagta khaas
ab h naam ki ye saans , hu mai chalta firta laash
bharosa tujhpe kar ke jaana
kho baitha mai sabkuch
paas jo bhi tha
mai tujhe de chuka
galti thi wo meri tujhe palko pe bithaya
mujhe kaash pata hota meri palkein bewafaa

jaate girr
ab tu g-yi kho

tujhe dhoondhu mai kahan
mujhe nahi hosh

mera chhoota parivaar
mere nahi dost

jaana bas tu hi thi meri
tu bhi g-yi chhod

yaad me teri hai taarein laakhon maine giney
ab to yad bhi nhi h maine kahan shuru kara tha
haan jhuth maine kha teri yaadein mita chuka hu
mai aaj bhi hu wahi jahan tuney mujhe chhora tha

tu uske saath khush
aur mai khush hu teri khushi me
khayal rakhna apna meri jaan basti tujhi me
alvida
ab mai jaa raha hu door
mujhe yaad rakhna apni yaadon me zaroor !!

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...