letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de jeene do na - asli ezio

Loading...

likhne behta hu mei yeh gaana
jo sunre ho tum
raat k baje the chaar

asman k nashe mein ghum
taare yeh gaate sirf tere liye ekant mein
shayari itni pyaari abb tu thoda sa toh sun
chaar deewari mein bandh
haath mein cigarette
dil mei thoda gham
leke ghumu
taraane panno peh appne likhu
agar kehdo tum peena likhna chod doh
karne bolo
shayad woh bhi tere liye kardu
haath pair mar raha mei iss khel mei k
kuch bhi nhi paas dene
haath failaye meine sirf udna chahta
kya he cheenloge mujhse
mei toh pehele seh hu thakahara

kandhe bharri mere
jeb khaali phir bhi mujhe
peene doh na
na aane waala kal sochna mujhe
sirf mujhe
jeene doh na
kandhe bharri mere
jeb khaali phir bhi mujhe
peene doh na
na aane waala kal sochna mujhe
sirf mujhe
jeene doh na

kehna chah ta bohot sari cheeze
tumse mei toh
par kaise bolu sab
chalo rehne doh
bhaagu kitna bhi tez ya kitna bhi door
aakhir pohnchu kaha agar khudse mei bhagu
glass bana saathi, ni hona chahta juda
sunta har ek gham, aur har zakham ka hota malam
bhus ek he dua meri
maa ko sambhalena
agar kuch hojaye mujhko
toh mujhe yaad karna
baap neh diya dukh toh
woh baatien bhool jana
jab koi saath nahi
sirf wohi deewar bana
kala likhta naseeb
lakeer dikhawe ka
naam seh mei hu cheel aur uppar waala pehchaan mera

kandhe bharri mere
jeb khaali phir bhi mujhe
peene doh na
na aane waala kal sochna mujhe
sirf mujhe
jeene doh na
kandhe bharri mere
jeb khaali phir bhi mujhe
peene doh na
na aane waala kal sochna mujhe
sirf mujhe
jeene doh na

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...