
letra de jaya mukteshwar - aradhna
dayawaan jo hai isa jag mei
daya hogi un sab par bhi
bhajlé man mukateshwar ji naam
ga lé man ga lé
jo hai man ké deen jagat mei
dhanya, dhanya weh log
kyonki swarg ka rajya hai unka
dhanya dhanya weh log
bhajlé man mukateshwar ji naam
ga lé man ga lé
shok jo karté hai is jag mei shanti payengé weh
namra hai jitané is dharti par adhikari hongé
dharma ke bhuké pyaasé hai jo
dhanya dhanya dhanya weh log
kyonki tripta kiyé ja-éngé
dhanya dhanya dhanya weh log
bhajlé man mukateshwar ji naam
ga lé man ga lé
dayawaan jo hai is jag mei
daya hogi un sab par bhi
jinaké hriday shuddh hai jag mei
weh parmeshwar ko dekhengé
mel karaané walé jo hai
khuda ké bété kelayengé
bhajlé, bhajlé, bhajlé, bhajlé
our father, who is in heaven
holy is your name
your kingdom come your will be done
on earth as it is in heaven
bhajlé man mukateshwar ji naam
ga lé man ga lé
letras aleatórias
- letra de fantasten - kasper spez
- letra de du var falsk - englando
- letra de flickan bredvid - alexander nyman
- letra de dave's song - whitney (w/ sam goater) - cavetown
- letra de fine by me - dj premier
- letra de if you rescue me (chanson des chats) - gael garcía bernal
- letra de ashma - neetesh jung kunwar
- letra de ricordi - clavdio
- letra de good for great - matt and kim
- letra de koko chanel - major spz