letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de haal kya hai - aniket

Loading...

1st verse :-

nas nas fatri hai/ gharpe baithe meri zindagi toh yuhi katri hai/
taraqqee ke naam pe bas meri charbi badhri hai/
galtiyaa jo ki thi mene unse meri fatri hai/
marra hai! desh mera j-sm or dimag jaise mantri hai/
gardi hai rasto pe waise hi meri soch hai/
chochley ye rozke khajaatey hai noch ke/
bojh me leke chal raha ungliyo ki nok pe/
na me hanuman, na meri koi lambi puch hai/
puchey mujhe log kyu tu rehta inta khush? shatru gun leke khada firbhi tu kyu khamosh hai?/
afsoos hai khudke hi kroodh pe/
hosh me nah rehta yehi mera ek dosh hai/
haa! bhughol ki book khol tu naa aaney is mood pe/
bhavanaye meri bomb banke nikal rahe kalam ke iss toop se/
jung hai ye meri khudki hi, khudse hi darr raha! kaisa ye khauf hai?/

hook :-

haal kya hai! aake dekh mera haal kya hai!
haal kya hai! zara puch mera haal kya hai!×4

2nd verse :-

chetavni hai sabhi ko/ marizo/ jaisi halat hojaygi nahi toh/ mahino baitha ghar socha kahi toh/ milegi mujhe bhi naukari par nahi dost/ mere jaise bhot, jinke zindagi me rokk hai/ tokte hai gharewaley bas yahi afsoos hai,/ mujhe bhi/ footeli kismat bhi khulegi/
samay ki barbaadi aagey se ab nahi chalegi/
farebi hai duniya bharke kayde kanoon hai/
kayke kanoon? na karte fayde masoom ke/
malum hai kya tujhe meri zindagi ke bareme?/
har rastey andherey/ mere gardish me sitarey hai/
chiktey chillakey jung jeet ke haarey mene/
girke hai sikha mene/ din raat likha mene/
bind-ss jiya kabhi bin aas jiya mene/
tinka liya jinka bina mangey diya mene/
dard har ek ghav sarey bina boley siya mene/

hook :-

haal kya hai! aake dekh mera haal kya hai!
haal kya hai! zara puch mera haal kya hai!×4

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...