
letra de nazron se dekh pyaare - anandmurti gurumaa
nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai
prabhu ne jabi bichara, jag ka hua pasara
chaudehn bhuvan vo nyara, man se bana raha hai
nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai
kahin nar woh bana naari, kahin dev-daitya bhaari
pashu-pakshi roop dhaari ban-ban ke aa raha hai
nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai
bhumi wohi agan hai, paani wohi pawan hai
suraj wohi gagan hai, nir-gun-guna raha hai
nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai
tajj bhed-bhaav man mein, ban mein wohi hai man mein
brahmanand jyon swapan mein, rachna racha raha hai
nazron se dekh pyaare, prabhu kya dikha raha hai
sabh cheez sabh jagah mein, ishwar sama raha hai
letras aleatórias
- letra de monnai€ - josman
- letra de faixa preta - baco exu do blues
- letra de she say - jamil inkwell
- letra de villages - ky almighty
- letra de candy lady(free style) - king ko
- letra de narcos - nasaveli
- letra de nus là-bas - tété (fr)
- letra de sold out - young b (korean)
- letra de authentic freestyle - lil kool
- letra de deadend - lojup