letra de chal yun karen - amrita talukder
Loading...
chal yun karein ae zindagi
woh dard de aur samajhun main usey..
khushi
koi umeedein na rakhe,
dil khush rahe chaahe usko hi..
chal yun karein ae zindagi
woh aansoon de
mujhko main dun use hasi..
toot jaaun ek taare sa main,
har khwaishein gar uski ho poori
ishq ke hi jaisa toh hai yeh
toh kya hua ek tarfa hai yeh
kuch badle mein na mile agar
to bhi karein..
chal yun karein
poori jo ho jaati hain
dil ki har khwaaishein.
koi chaahat phir bachti hai kahan..
tu mil jaaye mujhe,
toh sab mil jaaye mujhe.
khuda se phir maangunga main kya..
khuda bhi har khwaahish toh karta hai poori nahin..
har ishq ko ishq mile yeh zaroori nahin..
ishq ke hi jaisa toh hai yeh
toh kya hua ek tarfa hai yeh
kuch badle mein na mile agar
to bhi karein..
letras aleatórias
- letra de детка (baby) - чаян фамали (chayan famaly)
- letra de homer simpson vs peter griffin - keyblade
- letra de the ah song - bleach
- letra de shooro shar - aryad
- letra de auf und ab - byron 501
- letra de bluebirds, flowers and other things - brent randall
- letra de what will morphle be today? - morphle
- letra de 夜を纏う (yoru wo matou) - 殻 (kara) (jpn)
- letra de ascaris - omnerod
- letra de unknown - motorama