![letras.top](https://letras.top/files/logo.png)
letra de aaj ki raat - alisha chinai, mahalakshmi iyer & sonu nigam
shaam hai, jaam hai aur hai nasha
tan bhi hai, man bhi hai pighla hua
chhayi hai rangeeliyan
phir bhi hain betabiyaan
kyun dhadakta hai dil? kyun yeh kehta hai dil?
deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
aaj ki raat hona hai kya?
paana hai kya? khona hai kya?
aaj ki raat hona hai kya?
paana hai kya? khona hai kya?
do ghadi mein hi yahan jaane kya hoga
jo hamesha tha mera bhi mera hoga
kaun kiske dil mein hai faisla hoga
faisla hai yahi jeet hogi meri
oh, deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
aaj ki raat hona hai kya?
paana hai kya? khona hai kya?
aaj ki raat hona hai kya?
paana hai kya? khona hai kya?
aao main tumse kahoon baat chupke se
rang badlegi pal mein raat chupke se
tumko le jaaonga phir saath chupke se
jaaoge tum kahan? dekho main hoon yahan
deewana ko ab tak nahin hai yeh pata
aaj ki raat hona hai kya?
paana hai kya? khona hai kya?
aaj ki raat hona hai kya?
paana hai kya? khona hai kya?
letras aleatórias
- letra de scratch - bron cena
- letra de chotto等等 - 鄭秀文 (sammi cheng)
- letra de happiness - ding dong
- letra de on the radar freestyle - trapx10
- letra de niyə mən - esmira rzayeva
- letra de cast list - tin can brothers
- letra de ¡monte vista, monte vista, monte vista! - the prophet nathan
- letra de baba - mugeni elijah
- letra de put more time back in your day - st
- letra de astronauti - ceroli