letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de matlabi duniya - ak-47

Loading...

ak 47 – matlbi duniya ( prod. by soulker )

kya bol reli public

f-kat hai duniya
dur raho dur raho
inse tum dur raho

ak47

f-kat hai sari ye duniya
begairat hai log hai ye ghatiya
apna hi sochenge bohot zada buzdiliya
harkat me hota hai barkat
parvat par chadkar
chahe mushkil ho har dum
ladenge jhuti duniya se har pal
gaflat ki neend se uth kar
khudhse zada mehnat kr
log bolenge kuch bhi
inko ignore kr
sehmat me kaam kr
maa baap ka naam kr
asal dosto ka ehsaamand
zaruratmand ki madad
sirf apni zarurat pr mat kr
beetey kal ko bhula kr
kal ka tu lakshya rakh kr
naksha hai zindagi
suljhi toh fir sidha daulatmand
imandar or bharosemand
na khuda ka ehsaanmand
zindagi ko khudse kar ke buland
darta na kisse ladka me bohot zada prachand
dedh shaane boht aare boht jaare
apne ko takkar na de paare
hard akshar likhte jaare
bhayankar banger dete jaare
sapno ki leher me hum dubte jaare
dusro ke chakkar
loot te jaare
hum bhulte jaare
hum bhukte jaare
duniya hai bhuzdil saale
matlab ki zindagi
matlb ke log
matlb ke yaar
jhute hai pyaar
dil pe hai vaar
kon sacha insaan
kon asli shaintan
dusro ka peth bhar ke
khudh mar rha kisaan

beparwh duniya
apno se badh rahi hai dooriyan
zindagi hai jaise
daalon se tutth ti hui pattiya
rang badal kar pad g-ya hai fikka
maa mujhe khane me chahiye tikka
papa mujhe dilade ek pizza
bade ho g-ye jeb chahiye me paisa
pala hai nashe ka pesha
ghr ka kahrcha chalega kaisa
duniya ki aad me mein phisalta jaara hu
jawani ka nuksaan me karta jaara hu
badmash sangat me doobta jaara hu
bardhash karte jaara hu
bus ho g-ya ab
saffal me ban g-ya
sapno assal me kar g-ya
roz khudhse me ladte reh g-ya
kamyabi ki seede pe me chad g-ya
kitaabi shabdkosh me ratta g-ya
zindagi me sambhal g-ya

manmaani chalta nhi
ehsaan bhi mangta nhi
pareshaani badta sahi
zindagi ke mehfil
meh tamasha
khatam kabhi hota nhi
kyuuun
koi banta betaab toh
lagta koi besahara toh
koi lagta chup chap
toh koi bhuk ka maara
toh koi zindagi se haara
darindagi insano ne pala
awargi se gavara banta jara
shabdo se padta jawab mera ekdum karara
sath mere dostlog
bohot log ka sahyog
aa jao fir sablog
rap mera rajbhog
new dishes lelo
baat meri sunlo
beat pe hai gunload
steert pe hai unload
on mera hulk mode
beetey hue kalko
dafa karu sabko
kayde mein waqtko
faayde mein use karke
khudka me bhala karu

nakli logo ko bhula kar
buzurgo ki duao ko pa kr
jiu apni zindagi apne dum par
safalta ki raftaar ko bada kar
bhagu jit ki track par sidha tu run kar
galti se bhi kabhi dusro ka na sunkar
karu hamesha khudke mein man par
har roz me karta rehta kaam
chote tu bus karte reh aaram

chaldo ab kyaa

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...