letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de zikar - aizaad

Loading...

kitno ke tordu aur dill
kitno ko rakhu mai khudke karib
akhir toh ho tum anjaan tumhe bhi lagunga kbhi ajib
kehti hai teri tasveer tujhse bhi zyada woh behtar rahi
kabhi toh ho kuch aisa ki miley hi na woh jo hoga judaa
reet hai yehi toh jaane pe unke hum lete kyu gumm saza
mushkil se milta hai waqt
aise bewajah na isko gawah
kaunsi khata thi meri khuda jo dill diya pathar bana
ab sharey aam bura hoon mai koi na parwah aise hi thik hun
khudko dhunda toh khudse hui nafrat
ab ussi nafrat se pyaar hai
tujhko hai khudki na mujhko talash
aisa hi haal hai sabke ke khilaaf hai mann
thorda sa shaant hai
ehsaas toh hota hai sabko mujhe toh mera insaaf chahiye
insaaf mein mere saza ho
na karunga uff bs dunga dua
jo chahte khatm rahu mai unke bhi uthne ki krta dua
gehre hai geet gehre hai lafz mefhiley tabah hum likhte hai shab
zehar se banеy dawa
tabhi toh sehte hai dard

kavi toh laya tha likhke kahaniya mеhifil mein baitha toh khud mein hi khoya
likhne ke chakar mein sab kuch gawa liya
akhir woh shaam thi namm jab jeevan se jeevansathi hi gawa liya
kaafi woh roya kaafi woh tuta jab pichley kuch gumo ko sath baitha liya
sambhaley paney woh khudse bhi zyada unme kahin zikar hai unka
kehta siyahi nhi thi woh jab bhi likha tumhe lahu se likha hai
shayaro mein baat nahi shayaro mein pagalpann hai
unme se ek aizaad jissay khudke shehar mein bs khudse hi khauf hai
mere rakam mere lafz
lootata hun apno pe band na tijori mein
hisaab se kharchu ihne jahan zarurat bs wahi pe vartey hai
kaafi hai seekhna abhi tabhi smabhaal kar
taaney kayi rakhey hai
surate haal mein yaad bas manzil
varna hum bikhre se rehte hai

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...