letra de sarkaar - aditya lahot
pal do pal ke vichaar
ho g-ye doshi karaar
apna system hai bikaw
kuch din jail fir faraar
karte paar
har museebat ko ye
baap inke seaton par hain
raaj bhrastachar ka or
neeche gande dheeton par hai
jeeton par hai
poora vyapar ye shikariyon ka
gandi sohbat gandi harqat
karma adhikariyon ka
public kyun shikaar
har pal public hi lachaar
kehte public ke sewak hain
or ye public ki sarkaar
wah sarkaar
har din milta ek bahana
jis par mudda tab uthana
garma-garmi si hote hi
politics karke dikhana
hai dikhana
ye janta ko har pal saath hai sarkaar
paisa khaate hai andar mein
upar pyar andar khaar
multi maar
un becharon ko jo haq ke hain abhilashi
ye to marte hain marenge
janta pairon ki hai daasi
public khaati maar
public hi jinka aadhar
wo sab public ko chala re
kar re public ka vyapar
wah sarkaar
letras aleatórias
- letra de vice - sagitto
- letra de inocente (versión omy de oro) - omy de oro
- letra de last kiss, first tears - babe (pop)
- letra de nem akartam - green heart
- letra de diss0n4nc3 - verro
- letra de бросить дуть и пить - moneybulletor
- letra de ifwu - devvon terrell
- letra de igloos - pengz
- letra de サッドマシーン (sad machine) - art-school (jpn)
- letra de lonely - koffee