letras.top
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 #

letra de ghaafil - adil sultan

Loading...

[verse 1: adil sultan]
taron pe taron pe
aa milaun tujhe mein sitaron se
duniya ko rehne de baho me
batein yeh ankhon se ankhein hatale
tu mathay se behtar hai
kaam bole ankhein jaise irish mein
daam tere kam aao buying me
shout sare boys aur lying mein
flex that sh-t talha i am
young in the highzone high mein
adil mein
ratein sahara yeh ratein aqidat hu pagal mein
zatein fana par yeh ratein jawan haan hu jahil mein
andhera andhera yeh rishtay andhera la hasil hain
sabit na khudko karunga ke jaise hun ghaafil mein
aa milaun tujhe mein andhere se
bache hum raazdar hum boys bade
tum khardar lohe woh bhi zung lage
tum jeet ke bhi roye tabhi tung khade
ethe paane chale roz, aaja hum khade
raja markhor town sara hold kare
kaam din raat boy hum boht kare
on call pe hun baik back call karein
trend kam sang hum back back roll karein
f-cked up we are dead, dead baat karein
red cups back back roll karein
we are done motherfuc-s hum bol chuke
[verse 2: talha anjum]
abhi bhi mein zone me hun
abhi bhi tu phone main hae
mein toh tere bed main hun
toh yeh kaun tere phone main hae
kaise likhu shayari is dard se
hum jaun padhte hain par hum jaun nahi hain
hum dono high aur h-rny hain
maine pucha you got liquor? kehti aur nahi hai
maine gaane lag-ye woh kehti shor nahi hai
hum dono ek dusre ko leke sure nahi hain
mujhe pata hai you don’t want me
kuch bhi ghalat hote you put it on me
show me what you are really deep down
chalein wahan jaha baki umeed na ho
zindagi se toh mein roz hi kuch seekhta hun
khudse haara hua duniya se jeet raha hun
but i know
ke tu mera ehd-e-wafa tha
ke tu mera hoke bhi na tha
nai karte guzaarish khuda se
yahi ranjishon ka khulasa
nai sunte kisi ke dilase
kismatein kis tarah palatti pal se
hikmat nahi milti jo dhokay na khate
duniyawi rasmein hum kabtak nibhate
tu mera hoke bhi na tha
jagi hain ratein neend se faka
par tu mera hoke bhi na tha
dhal jayen tujhme tu jaise ek khaka
gala ghotein apni ana ka
darte sab maut se darr nahi khuda ka
izafa hi hota hai gham me jab bhi karein wafa ka takaza

letras aleatórias

MAIS ACESSADOS

Loading...